Zubera-Abhi bell bajayi hain na bela jab darwaja kholegi toh usse sabse pehle gale se lagaungi
Mahir-App dono
Zubera-Hum tumse milne nahi aaye hain hume bela se milna hian
Mahir-Wo ab yaha nahi rehti haim wo aaj hi kahi chali gayi usne kaha ki uski bhi zindagi hain aur woh bhul gayi thi ki woh kesi ladki thi lekin fir usne yeh sab kaha aur saara saaman lekar chali gayi mihir ko chod kar ajeeb baat hain ki usne apko nahi bataya
Z-Kya
M-Ap chahe toh andar aa sakte hain
They both entered inside the house mahir tells them everything.
They both sree crying.
Zubera-Bela ne humse baat karna bhi zaroori nahi samjha itna paraya kar diya hume
Shahzin-Bela ne acha kiya aakhir uski bhi zindagi hain zubera pehle bhi woh hume bina bataye kayi baar ja chuki hain hume ab uske baare meim nahi sochna chaiye bas mihir ko akela nahi chodna chahiye tha chalo
They left mahir closes the door he comes to mihir who was crawling behind a toy.
Mahir-Mihir bhookh nahi lagi apko chalo aaj mein apke liye carrot aur pumpkin ka soup banata hun
He comes to kitchen and strated making it he feeds it to mihir whole showing him rhymes he makes him sleep after many attempts.
Mahir-Jitna socha tha utna aasan nhai hain aaj toh mein office bhi nahi gaya toda kaam kar leta hun kal toh jana hi padega soch raha tha ki mihir ko bhi le jau pehle toh bela usse sambhlalti thi aur ab woh nahi hain toh mujhe hi usse sambhalna padega
He opens his laptop and starts working
Bela-One cappuccino and plum cake small size thank you acha hua ki meine Germany ki property alag rakhi hui thi varna mahir ke naam ho jati ab mein aaram se apni zindagi kaat sakti hun mihir ki bohot yaad bhi aarahi hain lekin mein kya karu mahir ke pas Mein nahi reh parahi hun beta apke papa sirf apse pyarr karte hain mujhse nahi unke toh sirf apse matlb hain agar app mere saath rehte toh app shayd hi khush hote lekin apke papa apka ache se khyal rakhenge itna mahir ko Mein janti hun bas ab mujhe aage kese karna hain woh sochana padega shayd thode saalon baad mahir sudhar jaye bas mera mihir khush rahe mujhe baki kuch nahi chaiye
Vote and comment
Ignore grammatical errors
YOU ARE READING
Siyyapa ✅
General FictionHi guys do you remember "Siyyapa" from my book Soulmate Shots Ft.Behir this story is now converted into a book so kindly for the next part add this book to your libraries and Reading lists.