Bela-Maa mahir yaha par aa gaya hain
Zubera-Kyu aur kis liye tum abhi ke abhi usse Jane ke liye bolo
Bela-Woh nahi ja raha hain maa
Zubera-Toh kya socha hain tumne
Bela-Kya matlb
Zubera-Tu firse mahir ke saath
Bela-Maa app kuch bhi bol rahe hon mein esa kuch nahi karne wali hun
Zubera -Hm mein aur papa aane chahiye
Bela-Nahi mein sambhal lungi
Zubera-Thik hain
Bela-Bye
Z-Hm
Bela-Mahir mein tumhare aage haath jodti hun
Mahir-Acha lekin kyu
Bela-Mahir pls tum yaha se chale jao
Mahir-Mein nahi Jane wala
Bela-Mahir pls
Mahir-Tumhe meri biwi ban kar rehna hoga dekho bela mein apni galtiyan sudharna chahta hun mein tumse bohot pyar karta hun bela pls mujhe chod kar matt jao mein marr jaunga tumhare aage pair padta hun mein maff kardo bela mujhe mihir ke liye humare better future ke liye ek baar uske vaare mein socho sirf ek moka do mujhe bela pair padta hun tumhare tum janti hon bohot khush naseeb hun mein jo tum meri life mein aayi mein tumne bohot chahta hun bela ek moka mihir ke liye mujhe maff kardo pls pls
Bela-Mahir tum uth jao pehle aur ro kyu rahe hon tum uth jao mahir tumhe apni galtiyan realise hogayi yeh hi mere liye sabse achi aur badi baat hain purani baaton ko bhul jate hain mahir aur tum bhi ab matt socho ab hun sirf apne better future ke vaare mein sochenge thik hain meine bhi bohot pareshan kiya na tumhe maff kardo mujhe
Mahir-Nahi bela meri galtiyon ke liye kyu tum maffi mang rahi hon mujhe maff kar dena bela bas mein bohot khush ho jaunga
Bela-Meine kaha na ki kiya hain meine tumhe maff
Mahir-Ese nahi mujhe ek kiss chahiye
Bela-Mahir tum kab sudharoge
She kisses him both were kissing each other.
Next morning bela revealed her Son and Mahir as her husband in front of Media.
After few weeks
Bela enters inside the room and sees mahir sleeping.
She sleeps beside him and hugs him
Mahir opens his eyes
And looks at bela
He smiles evily and hugs bela closer to him he was carresing her hairs.
He keeps his One hand below his head.
And laughs .
He then stops and keeps a finger on his lips
Mahir-Bela ko pata nahi lagna chahiye mahir.
He again has a evil smile on his face.
Ended.............
YOU ARE READING
Siyyapa ✅
General FictionHi guys do you remember "Siyyapa" from my book Soulmate Shots Ft.Behir this story is now converted into a book so kindly for the next part add this book to your libraries and Reading lists.