As soon as Ahaan locked the door Ishqi was very much scared of his reaction. They didn't talk to each other and were sitting silently. Ishqi is sitting on bed whereas Ahaan is sitting near the window. They took their own time to understand whatever happening with them and around them.
After some time Ahaan saw towards Ishqi, while Ishqi is sitting on bed and crying keeping her hands on her forehead. Ahaan can't see Ishqi like this, so he took a glass of water and went towards Ishqi and sat on bed beside her.
Ahaan - Ishqi ye lo pani piyo, thabse ro rahi ho, ye lo piyo thodasa mere liye please
Ishqi is shocked by his reaction, she thought he will be angry on her for what she did instead he is so calm and taking care of her, Ahaan understood what she was thinking
Ahaan - Ishqi I know ki tum kya soch rahe honge par ye lo pani piyo, iske bad hum discuss karenge aage kya karna hai
Ishqi - thik hai, she drank the water and also made Ahaan drink it
Ahaan - Ab bolo Ishqi hua kya hai, tum Miss Savithri ke sath kya kar rahi thi woh bhi shaadi ki jode mai, yeh sab jo video mei hai woh shaadi ke raath thi na
Ishqi - Haa AVM, m..mai m..mai
Ahaan - Ishqi agar maa se tumne hospital me baath ki tho, tumhe pehle se pata hain wohi hamara maa hai, iska matlab tumne hi saath diya na uska
Ishqi - Ahaan please ek baar meri baath sun lo, aapko apni Ishqi par bharosa haina ki Ishqi kabhi kuch galat nahi karegi
Ahaan - Haan Ishqi mujhe tumpe bharosa hai isliye tumse baath karke sab sort out karna chahtha hoon, please Ishqi bathado ki yeh sab ho kya raha hai
Ishqi - Ahaan mei Savithri aunty se hamari shaadi ki raat nahi, bahut pahele hi mil chuki hoon par mujhe yei naha pata ki voh aapki mummy hai
Ahaan - Ishqi mujhe kuch samajh mein nahi aaraha hai
Ishqi - AVM mai aapko pahele se sab batathi hoon, please beach me math boliyega
Ahaan - okay
Ishqi - Mai Savithri aunty se pehli baar Mental asylum me mili thi, woh mere haath pakadke bol rahi thi ki mujhe mere bacho se milvado please, par us samay mujhe kuch samaj me nahi aaya maine socha ki mental patient hai esa behave kar rahi hai, par jis din mai aapke ghar aaye the sonu ke ring size lene ki us din savithri aunty bhi mere saath ayi thi par mujhe nahi pata vo kaise car me baith gayi, uske baad meine phirse unhe mental asylum chod diya, us din se me regularly unse milne ke liye jaathi thi mental asylum, thabi bhi mujhe nahi pata ki voh aapki maa hai, aur jis din aapne mujhe jail bheja mayank ke saath aisa karneke liye aur aapne mere bail karake pool side pe bulaya tha yaad hai aapko, us raath mai bhaagke aa rahi thi aapke pass sara sach batane, par muje ek car ke saath accident hogaya tha, us car me meine aunty ji ko dekha tha unka haath band huye the aisa laga ki kisine unhe kidnap kiye the, tho maine unhe hospital me admit kiya tha treatment karwaya tha par woh coma mein chali gayi, unhe hamari shaadi wali raath hosh aaya tha. Us raath mujhe saara sach pata chal gaya hai, isliye meine thay karliya ki aapko aur sonu ko aapki mummy dilvake rahungi
Ahaan - Kya sach pata chal gaya Ishqi
Ishqi - I know Ahaan jho mein abhi bolne vali hun, voh sunne ke baad aapko bohut gussa aayega shayad aap mere yakeen nahi karoge but yehi sach hei Ahaan. Aapki papa alcoholic the, Savithri aunty ko janwaron ki tharah maarthe the, phir bhi aunty ne kuch nahi kiya, par ek din woh nashe me aapke upar haath utaya, usi din aunty ne faisla liye ki woh aapki papa ko divorce deke aapko aur sonu ko lekar kahi chali jayegi. Is divorce ke liye aapke papa ki friend lawyer Suraj uncle aunty ki help karrahe the, jis din ye baat aapki papa ko pata chal gaya woh nashe me car drive karke aarahe the aisa unka accident hogaya aur woh mar gaye the. Par dadi ne inn sab ke liye savithri aunty ko blame kiya aur usse mental asylum bhej diya aur usko daily drugs inject karthe aayi thi...kyunki woh aapko mil na sake.., aur aapko aur saare logon ko ye bola tha ki aapki maa suraj uncle ke saath bhaag gayi thi, pas asal me woh bees saal mental asylum me thi, aur woh roj aapko aur sonu ko yaad karke jee rahi thi, isliye meine ye sab client banne ka plan banaya, socha ki proof dhundne ke baad aapko with proof sara sach batado, par ye sab yese bahar aayega yei nachi socha tha
While Ishqi was explaining everything to him, Ahaan was calmly listening to it, trying to understand everything. After sometime Ahaan spoke
Ahaan - Ishqi woh aurat bharosa karne layak nahi hai, woih tujhe ek kahani sunai aur tune kaise maan liya ki woh sach hai, woh sach nahi hai Ishqi she's trying to fool you, woh tumhe use kar rahi hai phirse hamari life mei wapas aane ke liye why don't you get it Ishqi
Ishqi - Mujhe pata hai Ahaan aap ithna jaldi sub accept nahi karoge, par yehi sach hei
Ahaan - Dadi ne meri aur Sonu ke liye bahut kuch kiya hai, woh hame paal poske bada kiya hai, hamare liye bohut sacrifices kiye the, woh vesa kabhi kuch nahi karsakthi, kabhi nahi, Ahaan didn't want to believe Ishqi but somewhere he knows that Ishqi kabhi galat ka saath nahi degi, but the values which insisted inside himby his dadi is taking over him
Ishqi - Dadi kya kar sakthi hai yei aapko nahi paata AVM, hamari shaadi rokne ke liya Riya ke saath woh sab dadi ne hi karwai Ahaan
Ahaan - Enough is enough Ishqi, aisa ilzaam math laago dadi pe
Ishqi - ............
// To be continued
YOU ARE READING
Ishk Par Zor Nahi - Short Stories
FanfictionHi everyone. I will write some short stories on Ishqaan, our cute romantic couple.