Continuation of part 1 (Ananya finds out the truth)
It was say late afternoon around 4
A- Y...ye galat hai... aisa ho hi nahi sakta...
Dr- Dekho beta ye galat nahi hai.. Mrs. Singh ko brain tumor hai...vaise aap unke hai kaun
Ananya was silent.. tears formed in her eyes
Cc- Ye unki beti hai
Dr- Oh I see...
Ps- Ananya...bachhe chalo yahaan se... shukriya Dr sahb
Dr- No problem
They left...Ananya was silent the whole way..ps cc and ss looked at each other in worry...
They reached
Ps- Ananya beta...
A- This is why she left...(She mumbled)
Cc- Kya..
A- This is why she left.... Kyunki she had brain tumor and a heart problem
Cc- Ab kya karenge bachhe .. she didn't say anything
Ss- Beta ab kare kya.. ye to...
A- Papa ko batana padega she called him
Anu- Haan bachhe bolo
A- Aapse kuch kehna tha
Anu- Kya hua babu... kya kehna hai... kis bare me
A- Mama ke bare me..vo hu..(anubhav cut her)
Anu- Mujhe tumhare mama ke bare me koi baat nahi kehna..naahi sunna hai
A- Are papa sun to lijiye pls
Anu- Kuch nahi sunna hai hume... aur tum bhi mama ko bhul jao... Ms malik ke bare mai is ghar me aur baat nahi hoga
A- Magar
Anu- Rakhte hai...aur koi kaam hai to phone karna..bye
A- Are...kat diya...haat sunte hi nahi hai..
Ss- Kya hua
A- Papa sunne ko taiyaar nahi hai...Hume hi kuch karna hoga
Ps- To ghar jaake report dikhana...
A- He wont listen... dadi itne gusse me hai vo bhi nahi manegi
Ks- Kaa nahi manegi
BGM- Ae lag gayiiiii
Cc- A.....a kuch nahi maddam
Ps- Haan kuch nahi maddam (Overacting)
A- B...bua vo
Ks- Kaa vo... Kya hua
A- K...kuch nahi vo bas
Ks- Hmm jaise bol rahe ho lagta hai maddam sir ki baat hai.. Kyu
ss- Aapko kaise pata
Cc/A/Ps- 🤦 🤦♂️🤦 🤦♂️
Ks- Matlab unki baat chal raha hai
A- Haan vo
Ks- Hume unke bare mai koi baat nahi sunna
A- Magar..
Ks- Hume nahi hunna hai... Maddam sir jaise dhokebaz insaan ke bare me hume koi baat nahi karna
A- Mama dhokebaaz nahi hai
Ks- Kyu nahi hai.. Bilkul dhokebaz hai.. Anu bhaiya ne unse kitna pyaar kiya.. Chachi ne bhi.. Aur bhabi.. Nahi Maddam sir ne unko chod diya... Itne dhokebaaz insaan maine kabhi nahi dekha.. Haan bhaiya ne unka dil toda magar vo desh ke suraksha ke lie.. aur maddam sir.. ye keh diya ki hum apse bilkul pyaar nahi karte... sirf pati ko bhi nahi choda.. bachhe hote hue bhi aisa kiya.. Inte neech kism ki hogi maddam sir humne kabhi laga bhi nahi tha.. bharosa kiya tha hum sab ne unpar lekin.. dekh to liya kya kiya.. Itna bada dhoka... Dhokebaaz ek number ki
आप पढ़ रहे हैं
Love and Care Anuseena Family
أدب الهواةAnuseena has been married for quite a few years and they have a daughter named Ananya who during the time of this story is in 7th grade .. In a really dangerous mission haseena gets badly injured.. and has been fed a really dangerous drug which cau...