Recruits

1.6K 72 32
                                    

So today is 1st day of all recruits in academy.

They all were standing on bridge 🌉.

Ustad ji: 4 line banayege saab.

All stand in 4 lines.

Ustad ji: Sirji saab aa gye

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ustad ji: Sirji saab aa gye.

Ustad ji: Ye hai hamre Sirji special agent Karan Shergill

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ustad ji: Ye hai hamre Sirji special agent Karan Shergill.

Ustad ji: Inhe biryani bahoot pasand hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ustad ji: Inhe biryani bahoot pasand hai. Ye aap logo ke head instructor hai

Ustad ji: Abhi bhi moka hai bhagna hai bhag jao

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ustad ji: Abhi bhi moka hai bhagna hai bhag jao. Varna bahut jald tumhare naam ki biryani bategi puri academy mai. Aur issi ke saath apka talk time khatam aur inka shuru.

Karan: Date aur time note kar lijiye. Aapka bura vakt shuru hota hai ab.

Monami became shocked to see him and also she became happy.

Karan: Koel Roy come front.

She became shocked that how know her name?

She stand in front.

Jo monu ke saath huwa vhi yaha huwa. Lekin vo thief wala scene nhi. Vo karan ki do bate wala scene hai yha jo koel ke saath huwa ye explain his 2 bate.

Karan: Teesre aur akhiri baat aap log yhase academy jaoge by walking. Academy yhase 20 minute ki dure par hai but chalte jane ke liye 1 ghanta (hour) lagega. Ustad ji

Ustad ji: Sirji.

Karan: Time.

Ustad ji: 1300 hours.

Karan: 1300 hours aap logo ko 1400 hours ke ander gate ke ander hona hai.

Rushikesh: Karan ye saab nind mai hai. Aur inki nind udana bahut jaruri hai. Pani phek do inke upper.

Karan: Nhi sir. Ye trained nhi hai. Ye training lene ke liye aye hai. Hum be wajah inhe pareshan nhi kar sakhte.

Rushikesh became angry. But he shutted his mouth.

Karan (loudly): Maine jo kaha kya apko vo baat samjh aa gye? Understand?

All recruits (loudly): Yes sir.

Karan (more loudly): Understand?

All recruits (more loudly): Yes sir.

Karan (on top of his voice): Understand?

All recruits (on top of their voice): Yes sir.

Karan: Good.

So saab academy paoch gye.

In mess.

All recruits enter inside. And saw 7 agents were already present there. But karan faizi and sanju were seating on one table and Rushikesh veer kirti and isha were seating on one table. All recruits quietly settled down. And started eating.

Faizi: Karan sare agents ka intro toh kara do recruits se.

Karan to everyone: Listen to me.

Everyone paid attention to him.

All recruits: Sir.

Karan: Small Intro to trainers. Ye hai apke best trainer Sanjana Dubey you can call her sanju. Ye hai sandh ( faizi looked at him in anger, then karan realised that what he just said) I mean ye hai special agent Faizuddin siddiquie. You all can call him faizi. Ye hai special agent Rushikesh Kapoor. He is senior of all of us. So call him sir. ................ .

All recruits: Okay sir.

Bala: Sirji hum apko kya bulaye?

Karan: Pahele sir bolte ho aur puchte ho kya bolu?

Everyone laughed at bala.

Karan: Kya yaha koie joke huwa hai?

All gone numb.

Abhi tak toh karan ne monu ko dekha nhi tha. But abhi dekh liya.

And he became happy but he didn't know 'why?'.

All leaved mess except moran.

Monami: Apse phirse milkar bahoot khushi huwe sir.

Karan: Mujhe bhi.

Monami: Somya kese hai?

Karan: Vo thik hai.

Monami: Ok good night.

Karan: Good night.

They both leaved to their respective rooms.

ABHI JO MAI KARNE JAA RAHE HU PLEASE MUJHE CHAPPAL MAAT MARNA PLEASE ACTUALLY STORY VAHISE START HOTE HAI.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
5 YEARS LATER.

TO BE CONTINUED

Ye kese judaiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें