Party

1.4K 71 11
                                    

So aneesh apne chair pe se uthta hai aur karan oo lagta hai ki monami ne aneesh ko bulaya hai. Phir karan ka ho jane ke baad karan jata hai monami ke room ke pass. Aur dekhta hai aneesh monami ke door se ja raha hai. Actually vo sirf pass huwa monami ke door se. Lekin karan ki misunderstanding. Phir karan ko ata hai gussa. Aur vo jata hai monami ke pass. She was watering gappu. Karan ki khopdi toh ulti ho chuke thi.

Karan: Rani saheba apne aneesh ko milne kyu bulaya?

Monami turn.

Monami: What?

Karan: Sunaye nhi deta vapis bolu? (Angrily) jab maine tumhe kaha tha ki usse dur raho toh kyu uske pass jati ho?

Monami: What's your problem? Aur tumhe kisne kaha ki maine aneesh ko bulaya?

Karan said about khushi.

Monami: Maine aneesh ko nhi sid ko bulaya tha. Apne kaam se. Chahe ho khushi se puch lo.

He started to leave.

Monami: Usse toh puchoge hi na mujhpe bharosa kaha hai tumhe?

Karan looked at her. Just than khushi enter inside.

Monami: Khushi maine apko kya kaha tha mess mai se kisi bulao?

Khushi: Sid bro ko.

And she took her drawing book colours and pouch 👝 and left from there.

Monami: Mil gye tasalli?

Karan left from there without saying anything.

It was 8 pm.

Karan room.

He was getting ready. Just than his eyes fell on side table photo frame.

Ye photo unke 1st date ka hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ye photo unke 1st date ka hai.

Karan: Kitne khush the hum. Lekin uss aneesh ke vajah se saab khatam ho gaya. Saab kuch.

A tear escape from his eye corner. He wiped off quickly. Because faizi enter inside.

Faizi: Chale janab ji?

Karan: Hmm

Karan: Hmm

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Ye kese judaiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें