Sairat

407 49 7
                                    

You all may or may not agree with the storyline below. 

Virat looked at the divorce papers angrily. He held Sai's wrist and dragged her with him.

Sai: Virat sir...virat sir aap kya kar rahe hai? Chodiye mujhe
Ninad: Virat tum Sai ko kaha le jaa rahe ho
Samrat: Virat chodh do Sai ko

Without paying heed to what anyone said Virat closed the door of the room that used to be theirs. He gripped her shoulders

Virat: Divorce!? Seriously..?
Sai: Humare rishta ussi din khatam ho gayi thi jis din aap ne apni life mein kisi aur audat ko jaga de di
Virat: Shruti. Meri. Dost. Ke. Biwi. Hai. Tumhe itni si baat samajh mein nahi aati?
Sai: Dost ke biwi ke saath koi bacha paida nahi karte.

On the other hand

Aai: Virat ne Sai ko aise kheech ke kamre mein kyun le gaya
Mohit: Mujhe uss admi par zara sa bhi bharosa nahi hai. Main jaa kar dekhta hoon
Samrat: Ek minute Mohit. Tumne ek baat notice kiya hai? Saare sach bahar aane ke baad bhi Virat sirf ek hi cheez keh raha hai ke woh kuch galat nahi kar raha hai ke Shruti unke dost ke biwi hai toh shayad woh poora sach Sai ko bata de. Unhe akela rehne do, baat karne do.
Bhavini: Sahi keh raha hai Samrat.

------------------------------------------
Sai: Mujhe na hi kuch suna hai na kuch kehna hai aap bas inn divorce papers pe sign ki jiye
Virat: Aur agar maine nahi kiya toh?
Sai: Kyun nahi karenge? Waise hamare beech khabhi koi asli rishta nahi tha. Sirf ek deal tha. Officially khatam karne mein itni problem kyun hai?
Virat: Deal, deal, deal! Iss shabd se nafrat hone laga hai mujhe. Sach jaana chahti ho? Sach yeh hai ke tumne khabhi mujhe samajhne ke khoshish nahi kiya. Sach yeh hai ke tumhe mujhpe bharosa nahi hai
Sai: Aap bharosa ke baat kar rahe ho!? Aap!? Kaha tha aapka yeh bharosa jab aapne mujhe Ajinkya ke saath dekha.

They were shouting at each other and the family members downstairs heard it.

Mohit: Yeh dono jagda sort out nahi kar rahe hai..ladh rahe hai
Samrat: Khabhi khabhi ladhne se jagda sort out hota hai.
------------------------------------------
Sai: Anniversary wala din maine galat kaha tha. Aap sirf do ladkiyan ke nahi teen ladkyan ke bezzati kar rahe hai. Aap ek baat bataye, humare shaadi ke waqt aapne kaha tha ke mujhe aap se umeed nahi rakhna chahiye kyun ki aap Pakhi didi se pyar karte hai, mujhe samajh mein nahi aa raha hai ke Shruti aapko mili kab aur aap dono ka rishta shuru kab hui? Sab se important question toh yeh hai ke humara rishta sirf ek deal thi toh phir aapne mujhe yeh kyun nahi bataya ke aap Shruti se pyar karte ho?
Virat: Tumhe lagta hai ke main har kisi se pyar kar sakti hoon lekin tumse nahi? Tumhe toh sirf bahana chahiye mujhe yeh batane ke liye ke main kise pyar karta hoon. Pehle Pakhi aur ab Shruti. Anniversary wale din kya kya nahi kaha tha tumne mujhe, puch rahi thi na ke maine itna sab kyun kiya tumhare liye jab humare shaadi sirf ek "deal" hai. Uss ka jawab yeh hai ke main tumse pyar karta hoon. Sirf tumse. Instead of trying to understand my feelings, tum hamesha Pakhi ko humare beech laate ho. Tum Pakhi se obsessed thi aur ab Shruti se! Jaane se pehle ek baar phir tumse keh raha hoon, inn divorce papers pe main sign nahi karunga. Jab maine kuch galat kiya hi nahi, jab Shruti aur mera aisa koi rishta hai hi nahi, main sign kyun karu?

Sai didn't know how to react. Virat was about to open the door and leave but paused when he heard her voice.

Sai: Agar jo aap ne abhi kaha woh sach hai toh phir yeh Shruti ka kya chakkar hai?

Sai asked him calmly.

Virat: Jab sahi waqt aayega main tumhe sab sach bataonga

He replied equally as calm as her.

Sai: Teekh hai phir main intezar karongi aap ke sahi waqt ka.

Virat felt hope.

Sai: Ek aur baat..
Virat: Kya?
Sai: Main....main
Virat: Tum?
Sai: MainbhiaapsepyarkartihoonViratsir

She blurted out in one go

Virat: Kya..?
Sai: Main bhi aapse pyar karti hoon Virat sir

Virat happiness had no limit. They embraced each other. Breaking the hug Virat said

Virat: Mujhe laga hi nahi tha ke ek din tumhare mooh se yeh suna ko milega, yeh ek sapna jaisa lagta hai.
Sai: Itna bhi khush mat ho, meri ek shart hai. Jab tak aap mujhe sach nahi bataenge jab tak aap ka sahi waqt nahi aata hum dono nahi milenge.
Virat: Thank you Sai intezar karne ke liye, mujhe tumhara shart manzoor hai. 

--------------------

I hope you all enjoyed the read! Don't forget to comment your reviews and vote if you enjoyed. Also kindly ignore typos.  Adios for now! 

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Mar 21, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Book of OSWhere stories live. Discover now