Maa

445 27 4
                                    

Bhuke se pucha tho jana, roti ki kimat usne apne pasine se chukaiye thi.

Andhe ne bataye to jana, laati  jada sath deti hai, rishte tho sirf naam ke hote hai

Budhe ke awaz ne ehsaas dilaaya, aulad se jada ek jevan sathi hai is liye wo kehelatha tera humrahi hai.

Jab dard hua tho, juban se maaaaaa!, nikla tab aulad ko khayal aaya ghar mein wo meri mai thi, jisne baba se ladke meri aur apni ungli badhai thi.

Lathi ke sahare, bhi wo apni mai ko yaad karta tha, wo andha tha phir bhi maa ko band ankho se pehchan leta tha.

Bukh ne maa ki mammta, auski bhook yaad dilai aur ziid se apni maa ko dukh diya, uski awakth dikahi.

Wo apni aulad, ghar ka chirag kehelata tha jab, khud apni chirag ne thukra diya tho, apni mai ko apni humrahi mein dekhta tha.

Wo tu hi tha jiske liye amma ne rupaye chupaye the, ek modh pe apne  kangan thuje de dala tha, tab aahhh na aayya zubaan pe tere, tho dard mein kyu tune use pukara tha.

Maa ka dard.

-Dipika

Jazbaat, Kuch Khaas,Ek EhsaasWhere stories live. Discover now