Saara ghar saja hua tha mehmaan aaye hue the sab khushiyan mana rahe the, gulal laga rahe the. Afterall, aaj Holi hai. Yeh toh banta hai.
Nishant: "Aao, Aarav. Kitne dinon baad mulakaat hui."
Aarav: "Bilkul, bhai sahab"
Woh dono gale milte hain.
Aarav: "Holi ki shubhkamnaye, bhai sahab."
Nishant: "Tumhe bhi Holi mubarak ho."
Aashi: "Happy Holi, didi"
Kirti: "Happy Holi, Aashi"
Yeh dono bhi gale milti hai.
Okay so let me tell you yeh hain kaun
Aarav hai Nishant ka chota bhai aur Aashi hai unki wife.Yani ki yeh dono Y/n ke chacha chachi hain (uncle auntie) and yeh sab ek dusre toh Holi ki wishes de rahe hain.
Yeh toh hui inki baat aaiye dekhte hai Y/n ko.
.
.
.
.
.
Y/N: "Didi, mai kaisi lag rahi hoon? Didi? Didi! Batao na."Chhaya: "Haan, haan. Acchi lag rahi hai, ab mujhe bhi ready hone de."
Y/N: "Aapne dekha bhi nahi aur bol rahe ho mai acchi lag rahi hoon."
Chhaya: "Accha, dikha kaisi lag rahi hai."
Y/n's look
Chhaya: "Waah! Tu toh kitni sundar lag rahi hai"
Y/N: "Thank you, di. Vaise aap bhi kuch kam nahi lag rahe"
Chhaya's look
Chhaya: "Thank you" She smiled.
???: "Y/n didi! Chhaya didi!"
Unhe ek bacchi ki awaaz aati hai. Vo dono uss bacchi ki taraf dekhte hain.
Y/N: "Aree, Mishti? Yahan aao."
The little girl ran and hugged her.
Y/N: "Happy Holi, Mishti"
Mishti: "Happy Holi, didi. Vaise aap bohot sundar lag rahi ho."
YOU ARE READING
Khoobsurat Galati
RomanceJungkook, a South Korean businessman visits India for his work. There he meets a girl named Y/n who was crazy yet bold enough to make him fall for her. Will the two fall in love? Afterall, business is about making relationships, right? This ff is in...