𝗖𝗵𝗮𝗽𝘁𝗲𝗿 6

1.5K 84 19
                                    

Note : Read this chapter after chapter 5, This chapter is coming before chapter 5th due to some problems

-BACK TO THE STORY-

After Somedays

Yn apni neend se uthti hai aur apni arms stretch krti hai, Vo apne bagal mein dekhti hai

Yn apni neend se uthti hai aur apni arms stretch krti hai, Vo apne bagal mein dekhti hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Vo Jai ko dekh ke unknowingly smile krti hai

Yn : *Thought* Yn why are you smiling?

Yn apne bed se uthti hai and sigh krti hai

Yn : Kitne din ho gye, Main school nhi gyi.. Yaha sab achha to hai par.. koi mujhe books padhne hi nhi deta. Why can't they understand that I want to study and become someone in life. Agar sabhi itne hi achhe hai mujhe padhne se naa roke

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yn : Umm.. Maa?
Sumita : Haa yn?
Yn : aapse kuch baat krni thi

-------

Sumita : Par yn-

Tabhi Arvind kitchen mein aata hai aur bolta hai

Arvind : Aur tumne ye sochne ki himmat kaise ki? Padhne ka hakk sirf ladko ka hota hai, ladkiya padh likh kr ukhaad kya leti hai huh? Chulha chokha hi to smbhaalna hota hai ladkiyo ko. Aur Tumhe pata bhi hai ki tum is gao mein sabse padhi likhi laundiya ho. Koi ladki 8vi tak nhi padhi hai. Jitni padhi likhi ho theek hai.. Baat aai smjh?!
Yn : Par Baba-
Sumita : Yn, beta chup hoja

Sumita Yn ka mu cover kr deti hai kyunki use pata hai ki Arvind apne kaaboo mein nhi rehta jab koi uski baat ko taale ya usse behas kre

Sumita : maaf kr dijiye, Bachhi hai
Arvind : Hmm *trying to Control himself*

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yn Jai ki taraf dekhti hai phir uski cupboard ki taraf jo books se bhara hua hai. Vo cupboard ki taraf jaane hi waali thi ki use Arvind ki baat yaad aati hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Arvind : agar Jai ki kitaabo ko haath bhi lgaya to anjaam bahut bura hoga
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yn : ch_tiya saala

Jai karwat leta hai aur yn apne mu par haath rkh leti hai

Yn : *Thought* agar isne sun liya hota to main beghar ho jaati

Jai yawn krta hai aur uthkar apni eyes rub krta hai

Jai : Good morning Bachha
Yn : I'm not your bachha
Jai : Achha? To tum bachhi naa hokar badhi ho?
Yn : Haa
Jai : *Sarcastic smile* dhanya ho tum, Anyways abhi tak nahai nhi ho? I mean abhi tak tum bathroom mein jakar nahana start kr deti ho
Yn : Aaj late se nahaungi, aaj holi hai naa
Jai : Hai? Holi kal nhi thi kya?-
Yn : Nhi to, Main jaa rhi khana banane

Yn ko khana banana 11 saal ki umer se aata hai Incase agar koi emergency ho to vo khud apna khana bana le

Time skip

Yn ek badi si smile ke saath rang leke bahar jaane waali thi ki Sumita bolti hai

Sumita : Yn? Kaha jaa rhi hai?
Yn : Holi khelne
Sumita : Huh? Tu yaha aa. Mera haath bata kaam mein

𝐘𝐧 𝐏𝐎𝐕

Sumita : Huh? Tu yaha aa. Mera haath bata kaam mein

Meri smile gir gyi. Holi mera favorite festival hai, Mujhe holi khelne jana hai

Yn : Par maa-
Arvind : Sun yn, Ghar ki bahue bahar holi khelne nhi jaati. Ladkiya rasoi mein hi achhi rehti hai. Ye holi woli khelne ghar ke ladke aur ghar ki betiya jaati hai bahue nhi

Yn ke aankho mein aansu aur gussa dono the, Vo apne room mein aati hai aur bed pe let kar silently rona shuru kr deti hai

Yn : I can't believe ki meri shadi yaha hui hai, Pehle padhai rukwa di, ab festival manane nhi de rhe. Is budhau ne jhooth bola tha baba ko. Baba, maa aapne kyu meri shadi itni choti si umer mein is ghar mein krdi jaha ek ladki se uske padhne aur festival manane se roka jata hai *cries harder* Isse achha tha ki aap mujhe apne paas rkh lete waha mujhe padhne ya holi khelne se koi nhi rokta
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Alisha : Yn? Aaj holi hai der se naha lena. Naha ke mat holi khelne jana
Yn : Haa maa
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Yn aur Maya rang se poori lipti hui thi, baalo se lekar paer tak rangi hui thi vo dono

Maya : Mere to rang hi khatam ho gye
Yn : fikar not, apun ke paas poora stock hai rang ka
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yn ye sab soch kr roe jaa rhi thi ki tabhi Jai room mein aata hai aur yn ko rota dekh vo jaldi se yn ke paas baith kr uske shoulder ko touch krta hai. Yn thoda flinch krti hai uske touch se, Jai ye dekh kr apna haath yn ke shoulder se dheere se utha leta hai aur poochta hai

Jai : Yn kya hua? Kisi ne kuch kaha? Ro kyu rhi ho? Mujhe batao
Yn : B-Baba
Jai : *frowns* kya kiya unhone?
Yn : *tells what happened*
Jai : Huh?
Yn : Haa unhone aisa kaha *hugs Jai and cries*

Jai yn ke sudden hug se thoda surprise hota hai but usko hug back krta hai aur uske head ko crease krta hai

After Sometime

Yn : *sobs*
Jai : Don't cry ok? Main Maa Baba se baat krunga
Yn : *nods*

Jai yn ke forehead ko kiss krta hai aur room se bahar chala jaata hai. Yn Jai ke disappearing figure ko dekhti rehti hai aur apne chest pe haath rkhti hai

Yn : Calm down yn calm down, He just kissed your forehead

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jai : Happy birthday Yn!!! *bunny smile*
Yn : Thank you so much

-------

Jai : Yelo tumhara Gift

-------

Yn : Books?!! Thank you so much Jai!!
Jai : *smiles*
Yn : but tumhe kaise pata lga ki-
Jai : Jab tum so kar uthi thi holi waale din mai bhi utha hua tha, maine sabhi baate sun li thi tumhari
Yn : *bites her tongue* to iska mtlb ki tumne jo maine sasur ji ko kaha tha vo bhi sun liya tha?
Jai : Ji *crosses his arms*
Yn : *nervous laugh*

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jai ek call pe tha aur Yn living room mein baith kr book padh rhi thi

Jai : Haa thanks *smiles*

Jai call cut krta hai aur yn ke paas aakar bolta hai

Jai : Kal taiyaar ho jana
Yn : *looks at Jai* Kyu?
Jai : Kal school jana hai tumhari admission krwane

Ye sun kar to yn ki khushi ka thikana nhi rha

Yn : Sachi!?!?
Jai : Haa
Yn : Thank you so much yaar!!! I love you so much-

𝗧𝗼 𝗕𝗲 𝗖𝗼𝗻𝘁𝗶𝗻𝘂𝗲𝗱...
-Next part after 30 votes and atleast 15 comments-

𝕳𝖎𝖘 𝕮𝖍𝖎𝖑𝖉 𝕭𝖗𝖎𝖉𝖊Where stories live. Discover now