Chapter 30 (The end)

2.2K 209 39
                                    

boy : its okay maa...koi baat nehi.

The boy broke the hug and left. They smiled.

Rehaan : janta hu jo bhi hua bohat bura hua. par kuch kahaniya sayad adhoori hi likhi huyi hoti hain.

In flashback :

Anirudh cried apologising. Bondita pated his head.

Bondita : aisa maat kahiye....main apse piyaar karti hu.... apke liye main sabkuch  de sakti hu...

Anirudh : par yeh galat tha...

Bondita : piyaar kabhi galat nehi hosakta or nahi aap...ishliye hi maine chupaya sach. par apne kiyu nehi bataya?

Anirudh : kiya bata ta main ke mere pash samay nehi hain...ya kehta ke dil kamzor hain? mujhe heart problem hain? mujh mein hinmaat nehi thi...

Bondita  didn’t replied just cried hugging him more tightly.  Anirudh also cried hugging her.

Bondita : humein to sath milke desh ko badal na tha? logo ki soch badalni thi fir aap kiyu mujhe akele chodh ke jarahe hain?

Anirudh : kash main rukh pata bondita... kash dekh pata samajh ko badalte huye... tumhe humara sapna pura karte huye?

Bondita : please yeh sab maat kahiye... main kaise rahungi apke bina?

Anirudh : kiyu ushdin to bohat keh rahi thi...tum akele rahogi zindegi bhar...kisi ke sahare nehi jiyogi? fir aaj kiya hua?

Bondita just crying hugging him.

Anirudh : bondita...mere jaane ka samay hogaya hain...jo sapna main pura nehi kar paya woh sapna pura karogi na tum? desh ko badlogi na?

Bondita : haan main badlungi... humara sapna pura karungi....par aap mujhe chodhke maat jaiye

Anirudh : jana to sabko ekdin padegah na? aaj nehi to kaal jana hi hain hum sabko to aaj hi sahi...

Bondita : nehi...maaf kardijiye mujhe  maine apse aise bartav kiya... itna galat samjha...

Anirudh : maine bhi tumhare sath bohat galat kiya...maaf karde na mujhe...

Bondita : galti nehi hain... woh mera piyaar tha apke liye. apka piyar tha mere liye.

Bondita broke the hug and placed his hand on her stomach.

Bondita : humara piyaar tha...

Anirudh : bondita..yeh sach hain...? humara....

Bondita : haan patibabu....

Anirudh : par samajh isse jeene nehi dega...or nahi tumhe...

Bondita : main ladungi...humare piyaar ki nishani ke liye...mere liye...

Anirudh : kash main hota tumhari raksa karne ke liye...

Bondita : apki bondita itni kamzor nehi hain...apne mujhe haar man nah nehi shikhaya kabhi.

Anirudh : mujhe bharosa hain tumpe... or rehaan pe bhi. idhar ayo Rehaan?

He called Rehaan near him.

Anirudh : main to nehi paa saka apne piyaar ko... par tum paa sakte ho. Sach mein piyaar karte hoge bondita se to usse har galti ke sath apnayoge?

Rehaan : haan barristerbabu...main apnane ke liye taiyaar rahunga humesa or intezar karunga.

Anirudh : shadi karoge usse? sabkuch jaante huye bhi? 

Rehaan : agar aapdono ek dusre ko sab flaws ke sath accept kar sakte ho? to main bhi usse apna sakta hu. or maine apne mujhe sikhaya piyaar ka asli matlab. par apke jaisa piyaar koi usse kar nehi sakta or nahi woh kar sakti hain jaise apse kiya.

Bondita : Baffeled with Life (Complete ☑️)Where stories live. Discover now