Karan comes there...
Karan- time hua tujhe ane ka... and suddenly his eyes falls on someone...
Tu?????
Karan was in disbelief
Karan- tu yaha..... Pra tu yaha kese
(Yes, its Pra... humari bewakoof teja bhag gayi)Pra- haan bhai...
Karan- arey andar aa... but tu akela aya..
Pra- hain... akela... he turns around..
Omi- abey ya kaha gayi...
Karan- kon kidhar gaye....
kiske bare mein baat kar rahe ho...Omi and Pra run outside...
Omi- abey tu idhar khari ha.. kya hogaya
Pra- tu andar kyu nhi ayi yeh kiya natak ha
Teju- woh... woh mujhe na bohut nervous lag raha ha...
Pra- hey bhagwan kiya karu mein iss ladki ka.. india se yaha aa gayi tab kuch nhi hua.. yaha se andar jane mein iski faat rahi ha..
Omi- tu jayegi.. ya mein tera sar phod du...
Karan- kiska sar phod na ha tujhe Om..
Omi- apki laddoo ka... shit kya bol dia
Omi turns and sees all of them are standing there
They both covered teja so that Karan couldn't see her...
Karan- tu laddoo ka sar phod na chahta ha.. pagal ho gaya ha kya
Mumma- Om beta thik ha na tu...
Omi- woh mein... woh
Suddenly...
Teju- dekho na aunty yeh mera sar phod ne ka baat kar raha ha ab bolo isko kuch.. she says in her baby voice and run towards mumma
Everybody is shocked and they shouted together... TEJASSSWIIII
She stands there like statue...
Teju in a low voice...
Haan mein...
Mumma- beta.. tu idhar..
Papa- idhar kese aana hua beta... aur Omi khothe tune bataya nhi ki Teju aa rahi ha..
Mumma- ab mein samjhi kyu isne mujhe jane se pehle kaha ki butter chicken banao.. humari teju jo aa rahi thi...
Mumma hugs her tightly... hum tujhe bohut miss kar rahe tha..... thank god tu agayi idhar
Teju- mein bhi aplogo ko miss kar rahi thi.. aunty uncle am sorry mere wajese aaplogo ko bohut kuch face karna para... mujhe maaf kar do
Papa- arey beta... na hum tujhse gussa tha aur nahi Sunny se... hume pata tha dono ne galtiya ki ha aur time ane pe dono sudhar loge... hum maa baap ha hum thori baacho se naraz reh sakte ha...nhi na.. aur rahi baat tujhe maaf karne ki toh woh sirf ek shart pe hoga...
Teju- kaisa shart...
Mumma- shart wohi ha sab pehle jaisa thik karde tabhi hum tujhe maaf karenge nhi toh bhul jaa...
Teju- wohi karne ayi hu aunty...
Mumma- toh kis baat ki intezar kar rahi ha jaa... mil jake
Karan was standing far away from them...
Karan... dekho mumma papa ko itna kuch hone ke baad bhi na toh naraz ha aur nahi gussa... kaise pyar se baat kar rahe ha.. lag raha ha jaise laddoo unki beti ho.. mein toh yahi chahtha tha ki woh iss ghar ki beti banke aye par usne hone hi nahi diya... isbar bhi jab sahi karne ki try ki tab bhi sab khatam kar dia... ase kyu kiya tune laddoo.....
YOU ARE READING
Will Love OverPowers Hate??
RomanceThe story is based on how love will over power the hate which is blooming between Teja and Karan.... its totally an imaginary plot and is not intend to hurt anyone's emotion❣