part 2

821 45 4
                                    

Kavin was shocked , kya kaha purvi ne , kya usne sacchi me sikander ko dekha , I need to talk to her  he decided and followed her to talk to her

he went back to the office and saw her sitting in her chair and typing something

Kavin; purvi, we need to talk  he said
but purvi was purvi afterall she just ignored him and continued to do her work

Kavin: tumne suna nhi meine kya kaha , I need to talk to you , in my cabin , now he said loudly

she started packing her bag and kavin thought that she will follow him to his cabin after she finishes packing but what she said shocked him beyond his wits

Purvi:  main tak gayi hoon kavin , tumse kal baat karti hun , goodnight
she said and was about to leave . just then

Kavin caught her hand and said when I say I need to talk to you now , I mean it purvi....
he started dragging her towards his cabin and she kept on saying chodo mujhe kavin , mujhe dard ho raha hai ....

he left her only after reaching his cabin

Purvi: yeh kya kar rahe the aap Kavin , mujhe dard ho raha tha

Kavin: dard kya hota hai , yeh tum jaise ladki ko kya samjhega haan ? tumhe pata bhi hai , kaisa lagta hai jab tumhare hi aankon ke saamne us insaan ko mar diya jata hai jo tumhari puri zindagi hote hai ? kaisa mehsoos hota hoga jab tum apno ki cheeke sunkar bhi kuch nai kar paate ho ? kya tum yeh atleast jaanti ho ki kaisa lagta hai jab tumhaara apna dost tumhaara saath us waqt chod deta hai jab tumhe sabse zyada kisi ki jarurat hoti hai ?" he cried as he asked her and she was shocked

Kavin; purvi tum jaise ladki ko kabhi dard ka matlab pata nai chalega , kyun baat kar raha hun mein tumse yeh sab , tumhe tho kabhi nai samaj aayega main tumse kya keh raha hun , tum jaise ladki sirf keh sakti hai ,' mein samajti hoon , mein jaati hoon ', par real life mein na tum kabhi samaj paaogi aur na hi tum kabhi jaan paogi

tum sirf badi badi baaten kar sakti ho , ' I do believe you ' , yahi kaha tha na tumne , yahi jatana chahthi thi na tum ki tum mera saath dogi , kya saath dogi tum mera jab tum mere dard ko hi nai samaj paati

waise , mein bhi kaise paagalon wali baaten kar raha hoon , mera dard wahi insaan samaj sakta hai , jisne apna sab kuch apne aakhon ke saamne khoya hai , aur mein yeh kabhi nai chaaunga ki tumhaare saath waisa kabhi bhi ho , tumhaare saath tho kya kisi ke saath bhi aisa nai hona chahiye

mein kabhi nai chaahunga , ki tum us dor se kabhi bhi gujare , kyunki tumhaari yeh muskhuraata chera aur yeh kilkilati aakhon se uski kushiyaan mit jaayegi aur inme dard hoga , aur woh dard koi na jeeye he completed . he was shattered and he turned away from her

Purvi:  aur agar mein yeh kahoon ki mein us dard se guzar chooki hoon tho kavin  she  asked and he immediately looked at her

Kavin was shocked at her answer

Purvi:  tumhi ne kaha tha na kavin , ki kisi ke chere ko padhkar koi decisions nai lena chahiye , actually logon ko advice dena aasaan hota hai , tumhine kaha ki dard ko wahi insaan samaj sakta hai jisne dard ko jhela hai, toh tum mere dard ko kaise nai samaj paaye kavin ?

Apne  mere mushurhat ke peeche chupi hui dard ko kyun nai dekha ? kyun meri kilkilati aankhon ke peeche chupa hua aansoo nai dikha aapne ? kyun

Purvi; dard har kisi ko hota hai Kavin, par har insaan use alag tareeke se handle karta hai , jaise aap zindagi ke har rishte se muh mod liya , waise mein ab kuch zyada hi kush hone ki koshish karti hoon , kush hone ki koshish karne mein aur kush hone mein bohut farak hota hai kavin , tumme aur mere me sirf itna farak hai ki tum apne zindagi ki har mushkil se gussa hokar ladte ho aur mein muskhurakar ladti hoon , apne atteth ke saaya mein jeena Sikh liya aur meine , apne ateeth ke haath thaam kar aage badne ki koshish kar rahi hoon

lekin kavin , meine aaj tak kabhi bhi apne kismet se ya apni zindagi se naaraz nai hui , mere saath jo hua who bohut galat tha , par mein yeh hi nai jaanti ki mere saath jo hua woh kyun hua , kyun mujhe aisa keemath chukana pada
.

Kavin for the first time felt her pain in every sentence she spoke , he felt sorry but didn't know why

Kavin: Aise kya hua purvi ke saath jo use apne atteth ke bare me baath karte hue itna takleef ho raha hai ? kya meine purvi ke purane zakhm ko taaza kar diya ? kyun aayi hai yeh CID mein ?
" mujhe sikander ke bare mein jaanna hi hai , she has to tell me " he thought

Kavin: dekho purvi , tumhaare saath kya hua kyun hua yeh sab mujhe nai jaana , mein yeh nhii keh raha hoon ki tumhe dard nai hota , par mujhe sirf itna batao kya tumne sikander ko sacchi mein dekha hai He asked her shocking her

Purvi: she kept looking at him , she was totally shocked ,  he showed no concern towards me  , I am telling him about my pains and he is just interested in the information I have, how can you be so selfish  she thought

Kavin: I  am waiting for your answer purvii . have you really seen him

Purvi  was so shocked that she couldn't answer so she just nodded

Purvi:  6 feet se zyada uska height hoga , blue eyes hai uski , snake ka tattoo uski left hand mein hai , mathe pe stiches hai just above his eyebrow , lefti hai , logon ki murder left hand se karta , logon ko dard dene mein use ek ajeeb tarah ki kushi milti hai , aur kabhi bhi woh ek pariwaar ke saare members ko nai marta , ek ko tho chod hi deta hai taaki woh ek tadap tadap kar mar jaaye , jaise tumhaare saath hua

" jaise mere saath hua " she didn't voice her last statement , she knew now that he wont be affected .
Purvi : just wanted to cry hard, she had nobody now , she somehow trusted him but he broke all her trust at one go , she had never felt this lonely ever , even after her mom and brother's death she never felt this much hurt , she had cried a lot that day but she took care of herself , she didn't need anybody then , but today ? today was a different day , she wanted her mumma and bhai , if sameer dadu was alive today , he would never have allowed anyone to hurt her like this , maybe Ishita was right , I might have fallen in love with the heartless creature standing infront of her and thinking about something , somehow his indifference hurted her , she felt abandoned , maybe she loved him too much , maybe she will never be understood by anyone , he broke her heart today and she knew that she was now beyond repair

Kavin : kya tum uska sketch banva sakthi ho ?

she was still in shock and she nodded no
thanks ,

Kavin:  I think iss lead se hum kuch kar sakte hain , maybe Ishita ,sachin ,nikhil, baaki team kuch dino mein aajayegi daya aur Abhijit sir bhi. can be of some help 

Purvi: mein takh gayi hoon , ghar jaana chati toon , goodnight " she said , her voice cracked

she decieded not to speak anymore now , otherwise she would start crying right infront of him and he would show her his sympathy , and sympathy was something which she always hated

she turned to leave
Kavin purvi  ruko , i'll drop you " he offered

Purvi: nhi  thanks , mein chali jaaungi

Kavin: dekho purvi raat bohut ho gayi hai , its 2 am , its not safe for you to go alone , i'll drop you  he insisted

Purvi: I can take care of myself , I don't need anybody saying so she left without waiting for his reply

she wanted to get away from him , forget him , forget the pain he gave her

Dard kya hai koi smile krke ldhta hai toh koi gussa ho kr ......

Kavin itna ruthless hai jo isko purvi ka dard ka eshaash nhi hua.

Kya hota skta hai kya yeh dono ek ho payege..kya kbhi yeh dono apne dard ko bhula paayege jaane k story se connected rhe ..

And pls do complete and tell kaise lg rhi hai story

DARD Where stories live. Discover now