D....didi💖

895 90 20
                                    

Haseena sat on sofa and laid her head towards back and closed her eyes for a while...
Someone gently rubbed her head and wiped her tears...

Haseena suddenly looked back and was shocked to see the person!!!

HM: tum!!!😲

Person : 😶😶 (she didn't talk anything and stood beside her)

Another person came with a cup of coffee and gave it to HM...

HM: 😮aap bhi!!

Person 2: haa hum bhi.... Aur hum abhi jaa raha hai waapas..

HM: wait.... Aap log kab andar aaya.... Aur... Aur aap aise kyu jaa rahi hai? Coffee banane aur sar dabane aayi thi kya?

Person: Nahi maddam... Hum aapke saath rehne keliye aayi thi... Didi ke paas aapki Ghar ki chabhi thi .. aapke aane se pehle hum log andar aaya.. lekin... Lekin kya heina.. hum apki khoon ki rishtedar nahi heina..

Person 2: aur hum log aapki apne nahi heina.. tho yahan rukhne se aapko kya farak padta hai...

(Yes... Person and Person 2 were Ritu and Karu)

HM: 😐 humari ammi ke saath phone conversation sun liya na aap logo ne...

KS: haa galti se sun liya... Aur us keliye bhi sorry...

Ritu: haa sorry Maddam

HM: aree aree sorry na baba kya maddam maddam bula rahi hai..... Hum... Hum na aise nahi bol rahe the... Hum tho bas akela feel kar rahe the... Isliye...jo..

KS: jo .. dil mein aaya woh bol diya... Heina....

HM: aree meri jaan... Aisa kuch nahi hai... Hum tho bas...

KS: ankhen milakar baath kariye....

HM: haa humein thoda distance feel hua... Yeh laga ki aap log kai dinon baad Mila hai aur aap logon ko ek saath time spend karna chahiye... Humne bas us wakt aapki khusi dekhi naa ki humari...

KS: mana ki hum saki behene hai lekin saki waali harkaten aap log zyada karti hai... Dono ki Dono ek tarah hi hai... Jajbaat ka wholesale bhandar....

HM: ab isne kya kiya...

KS: same to same jo aapne Kiya...

HM: aree batao tho sahi...

KS: isko pata tha ki aap akeli hai... Ammi nahi hai... Fir bhi jab humne pucha ki woh ghar chalogi.. tho isne aane keliye haa bol diya...

HM: aree... Yeh bhi apni didi ke sath rehne ke liye tadap rahi thi na.. isliye us wakt aisa hi socha hoga...

KS: nahi naa... Ise us ghar mein bhi aapki chinta thi... In fact.. isko aap or hum donon ke saath rehna tha... Lekin humari khusi keliye humari question ko inkaar nahi kar diya aur aane keliye tayar hua...

HM: (looks at Ritu)

Ritu: 🙂

Woh Hamari Behen Haiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें