1st part

580 46 27
                                    

Rakshit:- king of bhaangarh

Drishti:- beautiful girl

Sarthak:- business man of clothes

Mahima & chetan:- parents of rakshit

Vikram:- cousin brother of rakshit










Story start...

Rakshit went for haunting in forest with his soilders... but he lost his way and separated  from them.... suddenly lion  came in front of him.. he fought with him because he lost his sword also...but his leg slip and he fell in river....


In village..

Drishti:- baba saa.. hum paani bharne ja rahe he apni sakhiyon k saath...

Sarthak:- waha baaten karte mat baith jana... hume tumhari avashakta he...

Drishti :- hum kaha baaten karte he.. wo to..

Sarthak:- ab jao bhi..

Drishti:- ji...

Drishti and her friends  went to river for water...

Bahairvi:- are drishti wo dekho koi nadi kinare behosh pada he..

Drishti:- are haa chalo dekhte he..

Drishyi check him..

Drishti:- inki saansen to chal rahi he.. vaidya ji ko bula la.. shayad jaan bach jaye... hum yahi he..

After some time..

Bhairvi came with doctor and he check him... and gave medicene..

Vaidya:-  putri.. humne aushadhi to de di he kintu inhe vishram ki avashakta he..

Drishti:- hamare ghar le chaliye..

All took rakshit in drishti's home and slept him on bed..

After some time..

Rakshit open his eyes and saw everyone...

Drishti:- kon he aap our nadi me kaise gir gaye...

Rakshit in mind:- agar bolenge ki kuwar he.. pata nai ye kon he hum kisi dushman k gav me to nai he hamare pas koi suraksha bhi nai he..

Drishti:- are bolo bhi.. muh me dahi jama rakha he kya..

Bhairvi:- kahi ye goonga.. to nai he..

Vaidya:- bolo  kon ho tum..

Rakshit:- wo hum.. pas k gav se yaha kaam karne k liye aaye he..... aaahhh hamara sir...

Vaidya:- lagta he sir par  gehri chot lagi he...

Drishti:- koi baat nai....aap hamare ghar par reh sakte he...

Rakshit:- dhanyawad...

Bhairvi and vaidya went from there and sarthak came home.. drishti said everything...

Sarthaj:- tum chinta mat karo.. me pas kaam karna our yaha nirwaah karna..

Rakshit:- uchit he...



On dinner time..

Drishti served food for all..

Rakshit:- isme koi misthaan nai he..

Drishti:- apne aapko koi kuwar samajte he aap ko khane me misthaan chahiye...

Rakshit:- nai hum to bas...

Sarthak:- drishti.. thoda sa gud de do ise...

Rakshit memories his grand thali... and saw that small piece of jeggery..

PREM (drikshit)✔Where stories live. Discover now