Hello everyone , I hope u all r fine and enjoying the story .
So lets start the story .
*******************
Koel dar ke maare call kaat deti h . Vo apne room me chli jaati h or room me andhere me baithi huyi hoti h . Baaki cadets bhi apne apne rooms me chle jaate h . Kuch time baad faizi uske room ke bahar se ja rha hota h tbhi vo room use ander se siskane ki abaaj aati h to vo ander jakar dekhta h ki Koel andere me ek kone me baith kr ro rhi hoti h . Ye dekhkr Faizi bhut pareshan ho ki use kya hua jo vo ese ro rhi h . Bo ander jata h or Koel ko do teen baar abaaj lgata h bt Koel abaaj nhi sunti h . Bo uske paas jata h or uske kandhe pr haath rkhta h . Koel ekdam se dar jaati h or uske haath ko ek jhatke se apne kandhe se hataa deti h .Koel - Plz mujhe chod do...... Mujhe nhi krni tumse shaadi...... Mai nhi krti tumse pyaar......
Faizi ko ye sunkr bhut bura lgta h or vo shocked bhi hota h ki kon usse shaadi ke liye jabardasti kr rha h .
Faizi - Koel ye hum h Faizi.......
Koel dekhti h ki vo Faizi h or use hug kr leti h . Faizi jo pehle uske sudden move se shock ho jaata h bt baad me vo bhi use hug krta h .
Faizi - Kya hua koel..... tum theek to ho n..... Tum yha ro kyu rhi ho...... Or ye kya bol rhi thi ki mujhe chod do.... Mujhe tumse shaadi nhi krni...... Koi tumhe shaadi ke liye pareshan kr rha h to hme btaao....... Hm use mja chakhaaunge.....
Koel - Esi.... koi baat nhi h......
Faizi - Mai janta hu esa kuch to h tum hm sb se chupa rhi ho...... Agr tumhe mujh pr bharosa nhi h to rehne do mt btaao......
Koel - Mai tum pr khud se bhi jyada bharosa krti hu......
Faizi - To fir mujhe btaao n ki esi kon si baat h jo tumhe itna pareshan kr rhi h..... Shayad mai tumhari kuch madad kr paau....
Koel - tum kuch bhi nhi kr paaoge..... Vo bhut powerful h.....
Faizi - Kon h bo.....
Koel - Uska naam h .....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Abhay Mehra.....
Jisne bhi abhay socha tha vo right h .
Faizi - Abhay Mehra.... ye to business man h n....
Koel - Han kehne ko to business man h..... pr ek no. Ka darinda h.... Usne meri aankho ke saamne mere parents ko goli maar di.... just bcoz ki unhone meri usse shaadi kraane ke liye mna kr diya tha..... Mai jaise taise vha se bag aayi.... or is academy or yha ke program ke baare me suna to socha ki military academy h.... vo yha pr nhi aa payega..... Bt pta nhi use mera phone no. Kha se mil gya.... usne mujhe aaj call kiya tha.... Bo mujhe yha se le jayega..... Faizi.... mujhe nhi krni h usse shaadi....
She said with teary eyes .
Faizi - Kuch nhi hoga tumhe..... Koi lekr nhi jayega tumhe yha se..... Ok..... Tum shaant ho jaao plz.....
Yeh nazar bhi ajeeb thi
Jisne dekhe the manzar sbhi
Dekh ke tujhe ik dafa
Phir kisi ko na dekha kabhiMera pehla junoon
Tu mera pehla junoon
Ishq aakhiri hai tuMeri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tuGham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tuHaan haan haan ho
Kabhi na bicchadna ke vaaste hi
Tujhe jude hain hath mere
Aaya bhi mera jahan sath chhode
Wahan bhi tu rehna sath mereSach kahun tere naam pe
Dil dhadakta hai yeh aaj bhi
Ho dekh ke tujhe ik dafa
Phir kisi ko na dekha kabhiSham hai sukoon ki
Tu sham hai sukoon ki
Chain ki ghadi hai tuHaal aisa hai mera
Aaj bhi ishq tera
Raat saari jagaye mujheKoyi mere siwa jo
Pass aaye tere toh
Bekarari stateye mujheJalta hai yeh dil mera
Oh yaara jitni dafa
Chand dekhti hai tuMeri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tuHo ho ho...
Vo jese taise use shaant krta h or sula deta h or vha se chla jata h . Vo khud se promise krta h ki vo use kuch nhi hone dega .
Vo ye sb baate Karan or Sanju ko btata h . Vo bhi use dilasa dete h ki Koel jb tk academy me h tb tk use kuch nhi hoga . Vo use bolte h ki vo tension n le or Independence day ki preparation pe dhyaan de .
*****************
Plz do vote and comments .
Dont be a silent reader .
Ur one vote can motivate me to write further .
Thank u ,
Ur writer ,
Sneha Bhardwaj .

आप पढ़ रहे हैं
Meri Zindagi Hai Tu
FanficA story of Cid+Parakram+Etf . Here Monami is a cid officer bt also a commando which is unknown to the world . She has many secrets which are unknown to the world . Cover credit - @_Anusha_69 Most impressive rankings #1 missions #1 friendsforever #1...