🥺😭❤️

628 44 8
                                    

1 week Later

Bondita was sitting near river wit two boys of her age nd talking

Rajiv- bondu anirudh dada tuje ghar ka koi kaam karne nahi dete woh tera kitna khayal rakhte hai ek dum chote bacche ki tarah

Anurag- unhone tere liye raato raat bathroom bhi bana diya, woh bhi apne haatho se, jaise shahjahan ne apni mumtaz k liye taj mahal banaya tha

Raj- bondita tere pati babu tujhse bohot pyaar karte hai

Anu- jab meri shaadi hongi toh mai bhi apni patni ka aise hi dhyaan rakhunga jaise anirudh dada rakhte hai bondita ka

Raj- haa main bhi

Bon- raj anu abhi mai chalti ho kal school mai milte hai (she leaves for her house)

At night bondita was doing  her homework while anirudh was cooking dinner she sees that he was very sad

Bon- kya hua pati babu sab thik hai na court mai kuch hua kya?

Ani- nahi..nahi bondita mai thik ho.. tumhara grah karaya pura hogaya mai lucchiya tal deta ho...garam garam lucchi khayengi meri bondita (smiling wit Love)

After eating he was putting bed (gadda) on floor bondita was luking his upset face

Bon- pati babu ab aap mujse pyaar nahi karte hai

Ani- (smiles, kneels infront of her nd cups her face Lovingly) aur Meri Gudiya ko aisa kyu lagta hai ki uske pati babu usse pyaar nahi karte hai

Bon- aapki wajah se lagta hai

Ani- meri wajah se? aisa kya kiya bondita k pati babu ne

Bon- woh ab bondita se baatein chupane lag gaye, aapne ab muje paraya kar diya, jaaye mai aapse baat nahi karungi (folds her hand on her chest blowing her mouth)

Ani- (while crying) kya bataao mai bondita.. gaav mai sabko pata chal gaya anupam k baare mai baba ne jo  kiya unhe pata chal gaya aur ab woh log maa k baare mai tumhare baare mai galat baatein kar rahe hai tumhare liye kitna gand bak rahe hai

Bon- pati babu aap unki baaton pe dhyaan mat dijye unke paas muh hai toh woh log ko bas bolna aata hai aap unki baaton ko apni dil se mat lagaye

Ani- kaise na lagao bondita mujse ab bardash nahi ho raha hai, mai nahi sun sakta maa k khilaaf itna galat woh bhi woh maa jo ab iss duniya mai bhi nahi hai aur tumhare baare mai toh...bondita tum soch bhi nahi sakti ki woh sab sunkar meri haalat hojati h mann karta hai ki unn sabko mai maar hi daalo khoon ki nadiya baah do....jo bhi Meri ROOH pe gande nazar rakhenga ya uske liye abshabd (bad words) kahenga mai uske sharir se uske praan lai lunga

Ani- (smiling wit Love) Meri Bondita toh meri choti dugga hai usse zyada pavitra toh iss duniya mai koi nahi hai

Ani-  bondita apne pati babu se sach sach kehna tumhe koi kuch kehta hai kya school mai yaha raaste main, bondita tumhe meri kasam (she puts her head down wit small face he understands) matlab bolte hai

Bon- pati babu mai unki baaton ko dil pe nahi leti hai ek kaan se sunkar dusre kaan se nikal deti ho aap bhi aisa kijye...waise bhi 1 mahine baad hum yaha se silguri chale jayenge waha koi hume kuch nahi bolenga

Ani- bondita humne uss anupam ka kya bigada hai mai toh usse dil se apnata bhale hi usse meri maa ne janam nahi diya par woh som aur batuk ki tarah mera chota bhai hai... par woh jo  kar raha hai uske baad mai usse apnana toh dur apne saamne bardarsh bhi nahi kar paa raha ho, dar hai ki kahi gusse mai usse kuch kar na baitho

In RC haveli

Anupam- (crying) baba ab toh mujhe paise dai dijiye aapne jo jo bola maine kiya

Bin- (angry) kya khaak kiya mera beta apna ghar chod kar chala gaya uss do kaudi ki ladki k saath

Anu- baba dada bondita baudi se bohot pyaar karte hai unke liye woh ghar kya duniya bhi chodh sakte hai apna dekha nahi ki woh tasweer dekhne k baad bhi dada ka baudi pe se bharosa nahi utha

Bin- yehi toh samasya hai ki woh uss gareeb ghar ki ladki se pagalo ki tarah pyaar karta hai

Anu- toh aap kyun unhe apne pyaar se alag karna chahte hai, agar baudi unse dur hogayi toh woh jee nahi paayenge

Bin- (loudly) isiliye toh tumse yeh sab karwa raha ho taaki anirudh bondita se nafrat karne lage aur khud usse apne zindagi se bahar nikal phaike

Anu- par muje nahi lagta ki agar dada meri kahi baat ko sach maan bhi lete toh woh baudi se nafrat karte...dada k dil mai baudi k liye hamesha se sirf mohabbat hi hai aur woh apni akhri saans tak baudi se deewano ki tarah mohabbat karte rahenge chahiye kuch bhi hojaye....baba dada kabhi baudi se nafrat nahi kar payenge

Bin- (shouts) maine tumhe yaha pyaar pe bhashan dene nahi bulaya.. tumhe apni maa ka ilaaj k liye paise chahiye na toh jo mai bol raha ho woh karte raho

Binoy walks out from there, anupam fall on his knees nd cries

Anu- durga maa kyun aap meri itni kathin pariksha lai rahi ho...mai apni choti si duniya mai santusht tha... mujhe kuch nahi chahiye, bas meri maa chahiye aap plz unhe thik kar dijiye mai yaha se bohot dur chala jaunga mujhse yeh sab nahi hota mai mere dada ko aur taklif nahi dai sakta, aur bondita baudi, woh toh meri behen ki tarah hai mai unke saath...chiii mujhe khudse ghin aane lagi hai   

Here anirudh was sitting sadly leaning the pillar wit tears in his eyes bondita sits on his lap wit her legs entagle both the sides nd she wipes his tears wit her pallow. She sings a song for him
He hugs her tight while crying  like a small baby wraping his legs around her in a bone crunching hug till deep inside his HEART/SOUL





You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 22, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

ANIDITA:- KI MAI TOH TERA MAN BHARIYA 😢Where stories live. Discover now