dinner or date

2K 155 1
                                        

Sab apne apne seat per beth jate hai

Karan- toh batao kya order karna hai

Umar- burger

Vidhi- pizza

Karan- teju aap kya kaogi

Vidhi- hauu jiju... Aapne mujse toh itne pyar se nahi pucha

Karan blush

Umar- toh main puch leta hoon

Vidhi give him a angry look

Karan- teju kya khana hai

Teju- butter chicken , pizza ,burger noodles ,  pav bhaji , aur bla bla bla😂😂

Karan umar ek saath puchte hai aap itna kha loge

Vidhi- ye sab khana toh didi ke beyi haath ka kheel hai

Teju gave angry look to them....

Aise he khana aa jata hai

Sab khana ka rahe hote hai tabhi karan apne shoes nikalata hai aur teju ke per ke pass apne per le,  teju feels Shiver jab vo neeche dekhti hai toh vo karan ka per hota hai

Teju ishara karti hai- mat karo

Karan use ignore karta hai aur uske per per circle banata hai....

Teju blush karne lagti hai aur uski body shiver karne lagti hai

Yeh dekhkar karan  smile karta,hai

Tabhi umar kahta hai

Umar- ahem ahem aap dono ko kya lagta hai hum chote bacche hai kya

Vidhi- hame sab samaj aata hai

Karan apna per hata leta hai aur sharmane lagta hai

Umar- ohh toh koi sharma raha hai

Karan- kon sharma raha hai

Umar - aap bhai

Umar aur vidhi laugh


arranged marriageWhere stories live. Discover now