Teju- ha ha tv per concentrate karo 
And hardik pandya first ball par he out ho gaya teju shock
 [ thank god meri family main is sab ke bare main nahi hai pata varna mere ghar main jitne pandya fans hai mujhe nahi lagta use 0 per out kara  kar main zinda bach pati ]
 Karan- Madam kya kaha tha aapne mujhe yaad nahi aa raha repeat karn
 Vidhi- jiju main batati hu
 Teju - aa .... Main washroom se aati hu
 Karan & vidhi- ha ha jao .....  itna bura shock laga ki washroom jana padh raha hai 
Teju -- oye over Confidancs ki dukan abhi match jeete nahi ho
 Karan- Tera pandya bandya fushki bomb nikla kya karengi ab Tu [ sach batau ye one liner meko gt fan ne diya ....
Teju - Aapke chiku biku ne bhi Kaha jande gade Woh bhi toh out ho jata hai na 0 par abhi dekhna thodi der main
 Karan- main....
 Karan aage kuch bolta usse pahle umar use side par le jata hai 
Karan- kya kar raha hai tu meko bolne  kyuki aap kuch jyada bol rahe hai 
Karan- matlab 
Umar- matlab ye ki jisse aap virat kohli ke liye lad rahe hai vo aapki hone wali biwi hai
 Karan- par virat
 Umar -emotional ko thoda kabu kar varna aap par he bhari padh jaaye
 Karan - haa tu sahi kah raha hai ... ab chal So gt ka score 197/8 hota hai ab rcb ki
                                      
                                          
                                   
                                              YOU ARE READING
arranged marriage
Romanceit is a arrange marriage of tejan but they fall in love with each other before marriage... Toh aap batao se kya kahe love marriage ya arrange marriage ya phir arrange love marriage....
 
                                               
                                                  