Ab aese hi picnic days khtam ho gye the or aaj last day tha.
Sr : yrr karu chal na kahi aas pas ghumne chalte h, picnic bhi khtam ho gyi pta bhi nai chala
Ks : baat to Tu sahi bol rhi h 15 din kaha chale pta hi nhi chala. Lag rha h kal hi to aaye the, chal aaj sham ko chalte h yha ke local market me
Sr : ha ye sahi rahega vese karu santu or pushpa aunty ko kab btane wali h tere or haseena mam ke baare me
Ks : vha phoch jaye uske baad
Ye garima kaha h kabse gyab h or haseena bhi nhi dikh rhi hSr : dono hi sath me h, dono hi bhot boring insan h
Ks : ha yrr boring to h ab pta nhi kaha h
Sr : karu tu to gyi
Ks : kya matlb gyi .....
Ks piche ki taraf turn hui vha hm hands fold karke khadi hui thi
Ks : hh... Haseena aap
Hm : nahi boring person
Ks : hehe vo to hum sirf majak kar rhe the. Or apko thodi na hum to ye garima ko bol rhe the. Aap thodi na boring person ho, he na susheela...
Sr : ha bhabhi, aapko nai ye garima ko bol rhe the. Duniya ki sabse boring insan h ye, jab dekho tab lecture deti rehti h abhi dekhna iska phir suru ho jayega
Gr : ha me to hu hi boring insan par tum dono to 2 logo ki baat kar rhe the na 🧐
Ks : nhi to hum teri hi baat kar rhe the
Hm : Hume to nhi lagta ki aap dono sirf or sirf garima ki baat kar rhe the
Ks : nahi haseena hum sirf or sirf garima ki hi baat kar rhe the
Hm : maan lete h..
Ks : hass...
Hm : 😒
Sr : acha hum log na sham ko local market jane ka plan bna rhe the aap dono bhi chaloge na
Gr : ha bilkul chalege
Hm : ha kyu nai, bilkul chalege
Ks : thik h to sham ko correct 6 bje restaurant ke gate par milte h
Sr : ok done
.
.
.
.In evening,
Ks : kaha reh gye ye dono
Hm : aate hoge karishma
Ks : par haseena ye kya baat hui time ki koi value hi nhi h, jab bola tha ki 6 bje gate par milna phir bhi
Hm : relax karishma aa jayege
Ks : jii
Jra gaur farmaiyeHm : irshaad
Ks : har chiz hadd me achi lagti h
Par ek aap ho ki behad achi lagte hoSr : vaah vaah kya baat h
Hm : ☺
Ks : hayeee...
Hm : chaliye ab,
Ab late nai ho rha..Ks : ha chaliye
Or kaha reh gye the tum dono kabse wait kar rhe h pta h kuchGr : sorry yarr karu, ab aa gye na chal jaldi
Sr : ha chalo jaldi or karu suna na
Ks : ha sun rhe h bol
Sr : aaj bhar hi khana khate h kuch street food, restaurant ka kha kar pakk gye h
Ks : thik h chalo
Haseena aapko koi problem nhi h naHm : apke sath Hume kabhi koi problem ho hi nhi sakti
Ks : itna bharosa
Hm : khud se jyada
Ks : 😊
Thank you hum par bharosa karne ke liyeHm : thank you to Hume apko bolna chaiye, Hume sambhalne ke liye, Hume bhikharne nhi dene ke liye
Ks : abhi thank you giving or taking band karte h varna yahi raat ho jayegi
Hm : ha 😊
Ks : ye dekho dono ko
Are hum bhi h sath meSr : to humne kab mna kia
Ks : to Hume akela chhod kar kyu aa gye
Sr : are lovebirds ko thodi si privacy dene ke liye 😉
Ks : kuch bhi
Gr : acha vo sab jane do chalo ab ghumte h
Hm : ha chalo
And they do lots of shopping and enjoy their evening with street food.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.Public log likes aana band ho gye aapke.
Yrr ek like to kar dia karo.......
And for any suggestions do comment
आप पढ़ रहे हैं
💗 Aakhir kab tak 💗
RomanceSo ye story h karishma singh and haseena malik ki kya ho jab karishma ko beintha mohabbat ho jaye apne hi teacher se or phir unhe pta chala ki vo already married h...... or kya jo jab vo apni mohabbat ke ankho me ansu or jism par chot ke nisan dek...