A few days later,
Everything was back to normal. Barbie and Ayaan were busy with their argument and Karishma and Haseena in their argument.BS: dekho saadu ye sab theek hai par Unhe pasand nahi hai.
AM: pagal ho kya hum chef hai. I know this better. Aur plastic ki doll tum kab se aye ji, oh ji, unhe karne lagi?
BS: arey saadu wo bahut ache hai... Tumari tarah nahi. Bahut hi caring aur kind.
AM: wo jo koi bhi ho. Aunty ne hume bola hai toh hum hi karenge decide and that's final.
BS: engagement humari toh humari pasand se hoga. Aur Arjun ko ye pasand nahi.
AM: kya tumhe kaan mein bol kar gaya wo?
BS: arey hum bol rahe hai na...
AM: hum suna hi nahi hai.
Haseena and Karishma were opposite to each other with the bike in between them, snatching the keys from each other.
KS: kal hum ne bilkul bike nahi chalayi toh ab hum chalaenge.
HM: subah ki turn humari toh hum chalaenge.
KS: par hum ne nahi chaliye uska kya?
HM: haan toh hum kya kare chudail... Aur raho Ghar par.
KS: haan sagai ki itni saari taiyari hoti hai. Bandar ki tarah gair zimmedar nahi hai.
HM: haan toh hum kya kare? Tumari galti. Subah hum chalaenge aur ye hum dono milkar fix Kiya tha.
KS: Jan Bhuj kar nahi kiya. Hume chalani hai bas...!
AM: aye tum dono dheere ladao. Hume disturb kar rahe ho.
HM: bhai and Barbie didi aap dono hume disturb kar rahe hai.
KS: theek hai phir presentation hum denge.
HM: arey ye kya baat hui. Pushpee ne hume bola hai.
KS: toh giraffe hum chalaenge bike.
Shehzad Mallik comes out of the house and four of them fighting. " Chup sab k sab!!", He screams so that they can hear.
Four of became silent instantly looking at each other. Haseena and Ayaan tried to butter their father.
AM: abbu ye Barbie..
HM: aur ye Karishma..
SM: chup dono! Humari baachiyo ko pareshan kar rahe ho dono.
HM: aap humare Abbu hai.
SM: Haseena! Unke k abbu k tarah hai aur humari baachiya hai wo.
Karishma and Barbie smirkes at Haseena and Ayaan and immediately made innocent faces.
Shehzad Mallik have been a father figure to the Singh sisters. Always loved them as his own daughters, same as Haseena.AM: par Abbu...
SM: Ayaan tum sab se bade ho aur tum chote baacho ki tarah lad rahe ho. Barbie beta...
BS: ji uncle.
SM: hum par bharosa hai na?
BS: ye bhi koi puche wali baat thodi hai. Bilkul hai.
SM: toh hum menu decide karenge. Tum bilkul pareshaan mat ho... Aur saath mein Arjun ki bhi pasand yaad rakhenge.
BS: thank you uncle....
Barbie side hugs him and went her house after hitting Ayaan.
AM: dekha abbu aisa hi karti hai.
SM: ab tum dono.
YOU ARE READING
CRAZY SOULS
FanfictionWhen one falls in love whose craziness matches with another.... A love story of giraffe and bakri