Ch 26

1K 71 17
                                    

So here is your next part 😍

Ka: ab ye sab chhodo aur chalo tum log bhi fresh ho jayo

Sid: hum ab chalte hai

Ko: haa and thanks humari itni help karne ke liye

Fa: kaha Jana hai

Mo: obviously Ghar jaana hai

Ka: haa to break fast karke chale jaana.

Sa: haa bhaiya sahi keh rahe hai tum log bhi jaake fresh ho jayo aur phir nashta karke chale jana humne kaha roka hai

Fa: ha ye dono sahi bol rahe hai

Ko: lekin humare paas naahi brush hai or naahi kapde hai

Ka: kapde ka kya problem hai tum log humare kapde le Lena

Sa: brush to humare ghar mein extra rehta hi Hain

Fa: or vaise bhi kal tum log drunk the to sar bhi dard kar raha hai or itni subah tumhe koi jagah bhi nahi milegi break fast ke liye

Ko: ok and thank you aap logo ne humari itni help ki kal se leke aaj tak jabki hum aapko pehle se jaante bhi nahi the

Saranfa frowns listening to this but maintains their composure

Sa: kabhi kabhi jaan pehchana bhi ajnabi lagto hai or kabhi kabhi ajnabi bhi jaan pehchano lagto hai

Sid: mtlb

Ka: kuch nahi hum keh rahe the ki tum sab badho hum aate hai

Mo: ok

Sidmoel left

Ka: sanju dekh vo log ka bhi dil bol raha hai ki vo hume jante hai lekin phir dimaag nahi maan Raha kyunki usne sirf dhoka hi paya hai samji

Fa: janab lekin jab dil dimaag pe aata hai to chehre pe dikhne lagta hai

Sa: or vo to hume samaj aara hai ki vo log apne dil or dimaag se lad rahe hai

Ka: to bas unhe apne aap se ladne do dekhte hai ki kitne der tak nahi pehchanenge 😏😏

Fa: mtlb unhe hum kuch nahi batayenge

Sa: nahi lekin unhe itna pareshan kar denge ki vo khud apne dil ke aahe har jayenge

Ka: right

Saranfa smirk 😏😏 and went to their room

Sidmoel side

Mo: yaar ye kya ho raha hai, mujhe baar baar ye kyu lag raha hai ki ye mera karu hai

Sid: bro same feeling mujhe bhi lag raha hai ki ye sanju hai

Ko: or mujhe bhi lag raha hai ki ye dodo
hai

Mo: lekin aisa lag kyu raha hai

Sid: kuch samaj nahi aa raha hai

Ko: lag raha hai hum paagal ho jayenge

Mo: chodo ye sab or chalo varna vo log bulane aa jayenge

Siel: nahi nahi hum bhi jaake fresh ho jaate hai

Sidmoel too left

After half an hour everyone come from their room

Ka: to batao kya khaoge tum sab

Sa: mere liye sandwich

Fa: mere liye bhi

Sidmoel: tab humara bhi sandwich

Ka: thik hai to kaam distribute kar lete hai to sanju bata kon kya karega

Sa: hmm to aap or monu sandwich bana lijiye

Moran: ok

Sa: bhai or kuhu dining table saaf kijiye

Koezi: ok

Sa: hum or chirkut paani laga deto hai

Sid: ok

But then something strike in their mind

Sidmoel: aapne hume abhi kya bulaya

Sa: vo..tum hume chirkut dikhto hai to hum tunhe chirkut bulaye
Or tu hi to monami ko humesha monu bolta hai to or rahi baat koel ko kuhu bulane ki to vo humari ek friend thi bilkul iske jaisi jisko hum kuhu bulate the to isko dekhke kuhu nikal gaya muk se

Sidmoel: okay...

Sa: kyu tumhe koi problem to naa hogo na ki hum tumhe aise bulaayenge to

Sidmoel: nahi nahi aap humari professor hai aap hume jo chahe bula sakti hai with a small smile which they were trying hard to hide but seen by saranfa and they smirk

Sidmoel in mind: mujhe itna acha kyu lag raha hai iske muh se chirkut/ monu/ kuhu sunke

Ka: chalo tab sab apne apne kaam kar lete hai

Everyone except Karan: haa

In kitchen

Mo: main vegetables cut kar deti hu

Ka: nahi main vege cut karta hu tum tab tak se baaki ka samaan arrange Karo

Mo: lekin mujhe katna hai

Ka: bola na nahi

Mo: kyu

Ka: tumhara bharosa nahi tum veges me saath saath apna haath bhi kaat logi

Mo: nahi karungi

Ka: or main tumhari baat kaise Maan lu

Mo: thik hai to main kaat ri hu or tum dekho

Ka: ok

Monu veges ko cut karne hi Vali thi ki usko apne hatho par aur do haath mehsoos hote hai or vo piche mudti hai to dekhti hai ki Karan uska haath pakda hua tha back hug position mein

Ka: kya hua Kato

Mo: haa to aap piche jaiye main kaat lungi

Ka: or agar bich main haat katli to isse acha aise hi kato varna main kaat ta hu

Mo: nahi nahi main kaat ti hu

And they both were cutting veges in the same position sorry sorry cut to sirf Karan kar raha tha kyunki unki Rani sahibaa to unhe tad rahi thi

Mo in mind: hehe kitna caring hai bilkul uss khadoos Shergill jaisa uff monu tu phir se isse karu se compare karne lagi

And like this they made sandwiches for all

Now meet you guys in next chapter bye bye

Target: 40+ votes

When Khadoos met Rani Sahibaa (Slow Update)Where stories live. Discover now