Na aaya naam hamara...
Na aaya koi Shukran,
Bas aa jati hai jawab dehi mulk ki,
Samhal lete hai ham yeh Jahan...Na aayi Khushi ,na aaya koi bhi farman..
Na aaya sukoon , na aayi neend hame raaton ko,
Bas aa jati thi kambakht zimmedari ki yeh pehgam.
Yeh nayab Taj ! yeh singhasan !naam nhi hai hamara jispar khuda ka khel toh dekho, ki samhalan hai usse bhi hamko.Na aaya naam hamara.
Na aaya koi Shukran,
Bas aa jati hai jawab dehi mulk ki,
Samhal lete hai ham yeh Jahan.Lut gaya hai sab hamara, kya khokar kuch pana tha ?
Khoon ke iss mehfil mei , kya itna hi kaam humara tha?
Mardoon ke iss duniyan meh .. jahan hamne sab samhala tha .
Yaad rakhegi duniyaan hamne kissi aur ke naam peh .. kya itna ki naam hamara tha ?______________________________________
A/N :- This is first Hindi poem that I have published. Do tell me how it was. Please comment your views. Do vote and share and comment. Thank you and love you all .
YOU ARE READING
Hues of life
Poetryi bring to you another poetry collection.. these are different phases of life poetically transformed for the viewers to enjoy.