How are you everyone...I hope you all are doing great...its good to be back after long time....i hope you enjoy the new chapter...
Let's roll it....
happy reading fellas..
Haseena still staring at Karishma who is busy with her work....she lays down a little bit and looks at the ceiling with blank expression....she wants to know about Karishma big step but couldn't compel her as it's her choice....so she just lays there and enjoys the silence between them.....
"hume heart me problem hai....isliye hum nahi chahathe ki hum zinda raha hai...." Karishma opens up slowing and her eyes her still fixed on her notebook....
Haseena turns her face to her and tries to listen to her ......she turns herself to her little and waits for her to speak.... but she doesn't speak any further....Haseena is notices that she is trying to steel glances from her...she smiles a little...
"agar aap comfortable ho tho aap share kar sakthi hai....koi force nahi kar raha hai..." says Haseena sweetly....Karishma pens down and looks at her...
"humare heart me problem hai...jab hum 10 saale ke the tabse hume problem ho rahi hai.....humare papa aur mummy ne bahut kuch kiya hai...but uska aasar huva hi nahi.....bahut darth diya hai unhee isliye hume jeena ka maan nahi hotha hai...jab bhi hume darth hotha haina tab hum haar baar koshish kartha hai ki jab bhi hum hospital jaaye vaha se vaapas na aaye par haar baar baach jaathe hai....pata nahi kyu....aur humare iss treatment ke karan humare papa aur mummy ne bahut kuch khoya hai...suk ,chain yaha tak kushi bhi kho di hai..jo bhi karthe hai humare liye karthe hai taki hum akele na ho jaaye.....haar situation me hume haasi mazak karne ki koshish kartha hai taki hum apni life me kush raha sake aur iss ke baare me na soche...par hum kasie raha..jab humari family hi kush nahi hai tho hum kaha se kush raha hai...isliye humne socha ki aagar hum hi nahi rahange tho at least ye log apni life acche tarah se jee tho sakenge na...." says Karishma by lowering her head down...
Haseena watches her carefully and waits for her continue......after waiting for 10 mins she speaks..... "vaise ek baat puche..." Karishma nods her head.. " aap tho iska treatment tho lethi hongi na...fir bhi aap thik kyu nahi ho rahi hai...."
"kyuki humare heart me kuch complications hai....hume ek transplant ki jaurt hai but vo bhi perfect hona chaiye nahi tho humari jaan bhi jaa sakthi hai...kahi logo ne humari madad ki but kuch complication ke karan hume sahi tarah dusara heart nahi mil raha hai.....jab bhi hume darth hotha hai tho humare heart me aur complications badhne lag jaathi hai....jise doctors ko aur bhi mushil ho jaathi hai humare liye heart dundna....aur ye taklif humare mummy papa ko hotha hai...isliye hume jab bhi hospital jaathe hai tab hum yahi pray karthe hai ki baas iss baar vaapas na aaye....."
"isliye aap apne aap ko maarna chahathi hai...aaagr apko dusara heart mil raha hai tho kyu deni hai apko jaan.....ek aur chance tho ,il raha haina.."
"darth.....bahut darth hotha hai Haseena.....apko samjh nahi aayega....inthna darth hotha haina maano ki maan kartha hai ki baas aur nahi ab tho mujhe jaana hi hai....ye darth humse shahan nahi hotha.....aur iss darth ko dekh kar humare papa aur mummy aur bhi taklif me aa jaathe hai...inthne saare medicines....bachpan se chal raha hai....pata hai....jab hum chote the na tab hum humesha se chahathe the ki humari life aise kyu hai....ek normal life kyu nahi ho sakthi jaha par koi darth nahi baas kushi ho...but aise huva hi nahi aur haar baar darth inthne badh tha hai ki.....( Karishma takes a deep breath ) isliye inn sabse chud kara paane keliye...humne socha ki hum hi iss duniye me nahi rahnge tho ye darth bhi chala jaayege...bahut hi depressed ho gaaye the life me....humari life baas ek raaste the chal rahi thi hospital to hospital...aur kuch nahi....iss bimari ne humare family ko bhi thod diya hai...pehale inthna kushi se tarah se raha the but ab sirf baat hothi hai tho ye medicines, transplant ki aur kuch nahi....inn logo apne life ke baare me sochna ka ki mouka nahi mila...haar wqt humare soch the raha the hai...humare karan papa mummy work from home tak bhi le liya taki hum thik se raha sake....ek baar keliye ye sab accha lagtha hai but jab dusare angle se dekh the haina tho unke liye bahut bura lagtha hai.....unhone humare liye sab kuch chod diya...yaha tak ki unki savings bhi....isliye kal hum koshish kar raha hai the....sab kuch khatam karna chahathe the aur kuch nahi....." says Karishma with deep voice...
YOU ARE READING
Listen to your Heart......
FanfictionThe story of two strangers who meet at the bridge.... they are different from each other but find themselves starting a beautiful journey of friendship.... And its Kareena Story.... So, Peep into know more...