decision

265 42 14
                                    

Rakshit:- kya bolna chahti he aap..

Drishti:- hum... hum aapse bahut prem karte he rajshjt saa... kya aap hume apne jeevan me sthaan denge....

Rakshit shocked badly..

Rakshit:- aapne bhaang pi rakhi he kya.. kaisi baaten kar rahi he..

Drishti:- hum satya bol rahe he.. humne bachpan se  hi aapko apna sab kuch maan liya he... kripya hume sweekar kare.. hamare prem ko sweekar kare..

Rakshit:- hum aapse prem nai karte... our vaise bhi ek rajkumari our ek senapati ka koi mel nai..

Drishti:- prem me in sab baaton k koi maayne nai he... babe saa hamari liye var shodh rahe he... hamare pas adhik samay nai he..

Rakshit:- aapko aapke baba saa k chune hue var se vivaah karna chahiye..

Drishti:- nai.... ya to hum aapse vivaah karenge.. yaa fir apna jeevan tyaag denge...

Rakshit angry now...

Rakshit caught her arm in anger..

Rakshit:- kintu hume aapse koi prem nai he.. hum kyo aapko apne gale padne de... hamare hridya me aapke kiye kuch bhi nai he... hum kyo aapko sweekar kare.... hume to aap bilkul bhi pasand he.. kyo vivaah kare aapse..

Drishti became staue from his rud behaviour....

Rakshit:- aapko samaj me aa raha he hum kya bol rahe he...

Drishti's tears rolling down.... rakshit left her arm...

Drishti:- aapka bahut bahut dhanyawad..hume swapna me se bahar lane k liye.. hume satya ka samna karwane k liye....

Drishti was crying and ran to her palace.... rakshit saw her with teary eyes....





Drishti came in her chember... and crying badly.....


Other side..

Rakshit went near lake... and sit silently...

Rakshit in mind:- hum samajte he drishti aap kya mehsus karti he hamare liye.... HUM BHI AAPKE LIYE VAISA HI MEHSUS KARTE HE.. KINTU YE BAAT HUM AAPKO NAI BATA SAKTE AAPKE JEEVAN KO SANKAT  ME NAI DAAL SAKTE..



Drishyi in mind:- humne bahut galat vyakti se prem kiya.. unhe hamari koi kadar hi nai he.. our na hi hamare prem ki....jis krurta se unhone hamara hridya ko bhang kiya he hum unhe kabhi kshma nai karenge..

Rakshit in mind:- hume kshma kar dijiye drishti.... hum bhi aapse bahut prem karte he... kintu ye bhi jante he ki  maharaj sarthak ko agar is baat ka pata chala to wo hum dono ki jaan le lenge... hume apni chinta nai he.. kintu agar aapko kuch ho gaya to hum kaise khud ko skhma kar payenge.... maharaj sarthak k liye unki PRATISHTHA  sabse pehle he... baki sab baad me.. hum jante he unhe...

Drishti in mind:- aaj se hum aapse koi baat nai karenge.. na koi prayaas karenge.. bas bahut hua.. hamare prem ka upmaan kiya he aapne...

Rakshit in mind:- aapke prem ka upmaan karne k liye hume kshma kar dijiye..kintu our koi rasta nai tha hamare pas....






Next day...

Sarthak call drishti in his room..

Drishti:- ji baba saa.. aapne bulaya..

Sathak:- haa putri... tumhari masi ki beti ka vivaah nishchit hua he.. hum sab ko aamantran he... hume our maharani ji ko our kahi jana he.. to is vivaah me aap chali jaiye..

Drishti:- uchit he hum chale jayenge...

Rakshit stand on door..

Rakshit:- maharaj ki jai ho...aapne bulaya maharaj..

Sarthak"- senapati rakshit ji... aap drishti ko sonapur le jaiye our unke saath hi rahiye... ek vivaah he waha par...

Rakshit: jo aagya maharaj..

Drishti:- baba saa.... senapati ji ko kyo kasht de rahe he... hum baki senikon k saath chale jayenge..

Sarthsk:- nai putri... aapki suraksha ko lekar hum koi lapawahi nai kar sakte.. rakshit ka aapke saath jana sahi hoga...

Drishti:- uchit he...

Drishti went from there.. without glancing rakshit.. he felt wierd..

Rakshit also came out...

Rakshit in mind:- yahi to hum chahte the ki drishti ka dhyan hum par se hat jaye... our ab.. jab wo aisa kar rahi he.. to hume peeda kyo ho rahi he... hume bura kyo lag raha he...


Drishti pack her luggage.. and vidya came with gift..

Vidya:- drishti.. hamari jiji se kshma maang lena hamari our se.. hume bhi vivaah me jana chahte the kintu nai ja pa rahe he..

Drishti:- hum samajte he maa saa..

Vidya:- kya hua drishti aap thik to he na... aapka chehra murjha sa gaya he..

Drishti:- hum thik he maa saa..

Vidya kiss on her forehead and drishti hug her mom tight...



In rakshit home..

Rashi:- aapne drishti k saath jo kiya he wo uchit nai tha bhai saa...

Rakshit:- aap apna kaarya kijiye hume mat sikhaiye..

Rashi:- krodh to aapne kiya na drishti par fir aapka mukh kyo udaas he..kyo sweekar nai karte ki aap bji drishti se prem karte he..

Rakshit:- hume kisi se koi prem nai he... hamara samaan baandh djiye hum sonapur ja rahe.. ek saptaah k liye...

Rakshit went out from home...





Next day drishti sit in paalkhi and rakshit sit in horse with some soilders.... drishti did not see him.. nor talk with him... rakshit felt his heart aching...in his body..

Rakshit:- rajkumari drishti aap bhojan karegi?

Drishti:- hmm... hum paalkhi me hi kar lenge... rokne ki avashkta nai he..

Drishti did her lunch.. she did not asked rakshit for lunch... and he also did not ate anything... drishti aware but she kept mum...

In evening...

Drikshit reached in sonapur.....







Precap:- jeolousy....

Pratishtha (Drikshit)✔Where stories live. Discover now