blackmailing

246 46 13
                                    

Rakshit:- hum yaha se bhaag jate he...

Drishti:- ye kya bol rahe he aap..

Rakshit:- our koi rasta nai he... aapke baba saa hamare prem ko sweekar nai karenge..

Drishti think some time..

Drishti:- uchit he.. kintu hum kaha jayenge..

Rakshit:- radhanpur... waha hamara koi nai rehta... hum par maharaj ko shak bhi nai hoga..

Drishti:- kab jana he..

Rakshit:- aaj ratri hum aapka mandir me intezaar karenge...

Drishti:- hum aayenge...

In night...

When all slept.. drishti went in her parents room.. and took blessings from them... she went out for temple..

Other side..

Rakshit also took blessings from his parents... rashi hug rakshit..

Radji:- bhai saa.. apna our bhabhi saa ka khayal rakhna..

Rakshit:- aap bhi apna khayal rakhiye..

Rakshit went out for temple..

Drikshit meet in temple and hug each other...

Rakshit:- chaliye hamare saath..

Drishti nodded..

Drikshit took blessings from god... rakshit sit her on his horse in front of him... and they went out...



In morning...

Drikshit reached in radhanpur.. and meet his friend.. who arrange a home and lunch for them...

Drikshit came in a small home..

Drishti:- bahut accha he..

Rakshit:- aapka prem aapko kaha le aaya..

Drishti:- hum samjhe nai..

Rakshit:- mehalon me rehne wali rajkumari aaj is chote se ghar me.. hum aapke liye abhi kuch nai kar pa rahe he..

Drishti:- aapne hume sweekar kiya usse adhik hume kuch nai chahiye..

Rakshit hug drishti.. and both became imotinal...

Whole day drikshit arrange their small home and lunch..

In evening...

Rakshit:- hum pandit ji se baat karke aate he.. kal hi vivaah kar lenge..

Drishti nodded with smile..

Rakshit pulled her to him and kiss on her forehead... he kissed on her cheeks... he clutched her waist... and kiss on her neck....drishti push him before she also go out of control.....

Drishti:- thoda dhairya rakhiye rakshit saa.. kal hum pure k pure aapke hoge...

Rakshit laugh... and went from there...




Drishti wait for rakshit and door knocked... drishti happliy open the door.. and shocked to see sarthak and some soilders with him.... drishti scared to see him...

Sarthak enter in home and locked the door...

Sarthak:- ye aapne kya kiya drishti.. ek senapati se saath bhaag aayi.. lajja nai aayi aapko hamari pratishtha ko daav par lagate hue...

Drishti: hum rakshit saa se bahut prem karte he baba saa..

Sarthak:- jubaan khinch lenge aapki agar fir se us gaddar ka name liya to.. aaj uski bali kali maa ko chada kar aapko yaha se le jayenge..

Drishti shocked.... she was crying and caught sarthak's leg..

Drishti:- nai baba saa aisa mat kijiye hum nai jee payenge unke bina... unhe kuch hi gaya to hum khud ko skhma nai kar payenge hum bhi apna jeevan tyaag denge..

Sarthak:- hum aapki baat kyo maane...

Drishti:- hum aapke saath chalenge jaha kahenge unse vivaah kar lenge.. bas rakshit saa ka jeevan hume bhikh me de dijiye.... hum vinati karte he...

Sarthak: uchit he.. aap hamare saath chaliye.. kintu usse pehle... aapko rakshit ka hridya todna hoga... uski umeedon ko maarna hoga....uski sari abhilashaon ko samapt karna hoga... samjhi aap..

Drishti nodded with teary eyes...

And door knocked ahain... sarthak open the door and rakshit shocked badly...

Rakshit:- maharaj... aap taha..

Sarthak:- hum apni putri ko le jane aaye he..

Rakshit joint his hand in front of him..

Rakshit:- aisa na kare maharaj hum drishti se bahut prem karte he.. hume unse alag mat kijiye.. apko jo saza deni he hume dijiye.. jo pariksha bolenge hum denge hume...

Drishti:- rakshit saa... hum baba saa k saath vapas ja rahe he..

Rakshit shocked badly..

Rakshit:- ye aap kya bol rahi he.. kya aapko hum par vishwas nai he ki hum khud ki our aapki raksha kar sakte he.... itna hi prem he aapko hum par..

Drishti:- hum samaj gaye he ki aap hume wo khusiyan nai de sakte jo ek rajkumari ko chahiye.. hum aapke saath aisa tuccha jeevan nai jeena chahte..

Rakshit felt broken...

Rakshit:- aap kaise baat kar rahi he drishti aap kisi se mat dariye hum aapke saath he.. koi hume alag nai kar sakta..

Drishti:- kintu hum aapse alag hona chahte he...

Rakshit shocked again..

Rakshit:- kya chahti he aap..

Drishti:- aapko bhul kar apne jeevan ki nayi shuruwat karna chahte he... aapke saath yaha aana hamare jeevan ki sabse badi bhul thi...

Rakshit's tears tolling down..

Rakshit:- uchit he rajkumari ji... jaisa aapko yogya  lage.... hum kya bol sakte he..

Sarthak:- khandaani log apni bhul ko thik karna jante he... aapne itna kuch kiya fir bhi hum chetan ji ki seva ko dhyan me rakh kar aapko kshma karte he... kintu ab aap senaoati nai he... aap hamare rajya ke aam naagrik ki tarah reh sakte he....aaiye drishti..

Drishti nodded... and start walk...

Rakshit saw her helplessly..

Rakshit:- aap hume itna bada dhoka dengi hum to swapna me bhi nai soch sakte the.. kam se kam apne pati k saath khush rahiyega... hume to jeete ji maar diya aapne...  pranam..


Drishti came out from home and her tears rolling down..

Drishti in mind:- hume skhma kar dijiye rakshit saa.. aapka jeevan bachana k liye aapka hridya todna pada...

Drishti sit in paalkhi and went from there with sarthak...

Rakshit stand on house door like statue...






Precap:- drishti's marriage fixed..

Pratishtha (Drikshit)✔Where stories live. Discover now