18. The Hidden Truth

3.3K 270 355
                                    

Scene starts from Raichand Mansion

Dadi was fuming in anger whatever happened in the puja was not right in her calculation...  

Virendra entered with a glass of juice

Virendra - Maa...  ye lijiye juic pilijiye apke dawai ka wakt ho ra h ...  

Dadi angrily - nahi Pina hume koi juice le jao ise .... 

virendra sighs - ab kia hogya h apko... ap jo chahty thi vohi hua na puja ache se hogyi aru ki....

dadi angrily - sach me viren... kabhi kabhi mujhe yakin ni hota ki tum humare bete ho!!! aj jo puja me hua vo tumne itne casually kese le lia

viren confuse - kia hua puja me

Dadi angrily - Tumhara beta Agastya! vo apni hadd par kar ra h....  tumhare zinda rehte .. vo tumhara haq kese le sakta h ...

viren - Maa...  please.... ap firse shuru mat ho jaiye... or wese bhi aru ne jo bhi kaha vo galat nhi tha vo haq agastya ka he h

Dadi angrily - Tu kyu nhi samjta viren! esa nhi h vo tera haq... Agastya uska bara bhai h... lekin vo baap ki jagah nhi le sakta .. kabhi nhi

viren angrily - kyu nhi le sakta maa ...  mere baccho ko to usi ne sambhala h.... suna ni adarsh or aryaman ne kia kaha....

dadi mocked - koi ehsaan ni kia h usne ... bhul gye 8 saal pehle usi ki wajah se hume ghar chorke jana para tha

Viren angrily - Bas Maa...!!! Agastya k khilaf me ek aur shabd nhi sununga.... bhul gyi 8 saal pehle apne kia kya tha?

dadi look away - humne kuch nhi kia tha..

viren turned her - kuch nhi kia tha apne??? vo hadsa jo adarsh k sath hua vo

Dadi angrily - Adarsh adarsh najane us ladke me kia dikhta h tujhe ... teri wajah se Agastya ko itni himmat mili ki usne mujhe ek....

viren cuts - Agastya ne jo kia usk bhai ko protect karne k liye kia.... 

Dadi angrily - Bhai nahi h Vo uska!!!!

Viren screamed- Maaa!!!

Dadi angrily - Sach ko kitne din dabaye ga viren aj nhi to kal

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।


Dadi angrily - Sach ko kitne din dabaye ga viren aj nhi to kal.... sachai samne aa he jaegi... kyuki sach kisike chipane se nhi chipti... Sachai yahi h ADARSH IS GHAR KA BETA NHI H...! AUR ME USE APNA POTA NHI MANTI aur ye sach kabhi na kabhi samne aa he jaega ..

Dadi left... while virendra shocked n tensed - no..  ye sach kabhi samne ni ayega...  kabhi bhi nhi... adarsh mera beta h...

***** Flashback *****

After the incident Agastya was very firm with his decision that dadi has to leave

Dadi angrily - Viren..  ab ye din. bhi hume dekhna hoga? ek bahar k ladke k liye....  hum ghar chorde...

LEHRE (Book1 - Raichand Brother sereis) {COMPLETE}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें