Chapter - 02

356 59 51
                                    

Hey everyone!

So here is chapter - 02 for you all! Huff I known after so long of your wait finally it is here.

Disclaimer: This story will be purely fictional it has nothing to do with real life.

Enjoy Reading! ❤️
_______________________________________

In Rama/Ramesh s' room

Debattama knocked on the door and ramesh saw towards the door and saw debattama.

Ramesh : Aao andar aao beta!!! (He said softly)

And debattama came inside the room, a little nervous, she don't know why she is. Ramesh went towards her and held her by her shoulders.

Ramesh : Meri beti kitni sundar aur kitni badi ho gayi ha.

And debattama smiled listening this.

Ramesh : Aur ab main chahta hu ki tumhari shaadi ho jaaye aur issiliye maine tumhare rishta bhi fix kare diye hai ashish ke saath jo mere ek client ka beta ha!

Debattama was shocked to hear this as she didn't thought about getting married yet and here Ramesh has already fixed her marriage with some ashish whom she don't even knows but yaa this name is sounding familiar to her a little.

Debattama : Papa shaadi ka rishta and woh bhi koi aashish se? Main kya hi bolu iss baare mein I mean I didn't think about getting married papa!

Ramesh : Toh ab soch ke dekho ek baar!

Debattama : Papa par yeh ashish l don't even know him, main kaise shaadi kare loon usse???

Ramesh : Beta he likes you! Aashish tujhe pasand karta ha!

Debattama was surprised listening this.

Debattama : Aashish mujhe pasand karta ha papa?

Ramesh : Haan aur problem bhi kya hai beta, main usse acche se jaanta hu aur woh tumhe pasand bhi karta ha. Woh tumhe khush rakhega beta, aur meri beti ko kabhi takleef nahi dega woh, aur aise hi insaan se toh main apni beti ki shaadi karana chahta hu jo meri beti ka khayaal rakhe, uski har wish puri kare aur usse kabhi takleef na de aur meri princess ko princess bana kar rakhe! Aur mujhe vishwaas ha beta ki yeh sab cheeje uss mein ha. Toh please ek baar mere liye usse chance dekar dekh na beta!

Debattama was still not yet convinced by this marriage proposal.

Ramesh sees her expression and thinks something.

Ramesh : Beta kahi aisa toh nahi ha na ki tum kisi ko pasand karti ho aur issiliye shaadi ke liye mana kar rahi ho aashish se!

Debattama listens this and quickly replies.

Debattama : Na.....nahi nahi papa aisa kuch bhi nahi hai aur agar hota bhi toh sabse pehle main aapko batati na.

Ramesh : Toh phir beta kya problem ha kyun nahi karna chahti ho tum shaadi ?

Debattama : Papa bas problem yeh ha ki main usse acche se jaanti nahi hu I know woh mujhe pasand karta ha but still uske sirf pasand karne se ham dono shaadi toh nahi kar sakte na!

Ramesh : Chal thik ha main shaadi ki date thodi aage badwa dunga taaki tu aashish ko acche se jaan sake toh bol ab toh karogi na shaadi aashish se!

Friendship Is Love ~ A Devir Fanfiction Where stories live. Discover now