Chapter - 03

139 23 8
                                    

Hey guys 👋

I hope you all are doing well!

I know I am here after so long par kya karu I am an average student so meri life mein padhai ko leke kuch jaada hi problems rehti ha 😂 isliye main yaha update nahi kar paati hu aur shayad mein TTPHT abhi bhi nahi kar paungi but this story will be updated kuch kuch din mein because now onwards I am collaborating with srushtiloveskv18 and when I will be busy she will help me in writing woh mere saath dialogues aage ke discuss karke update likh ke bhejegi on whatsApp and I will be pasting it and editing some dialogues here so that you all can get the update ❤️ comment jarur kar dena ki update kaisi legi kyunki main aur srushti di bahut efforts laga rahe ha so please readers do comment about the chapter 🥺

Do read the previous update varna yeh aur aage ke update samajhne mein problem ho sakti ha

Enjoy Reading!

_______________________________________

After 2 Weeks
Mumbai international Airport

Karanvir and Shaan walk out from the elevator 🛗. Karanvir looked around the airport and he was very happy after coming back to Mumbai and he was feeling really excited like a kid. Shaan notices a beautiful smile and a real smile on his handsome face.

Shaan : Kya baat ha beta bade daat dikha raha ha waha toh aisa lagta tha jaise tujhse maine teri toffee chin li thi ki tu hasta hi nahi tha.

Karanvir : Aree dad aisa kuch bhi nahi ha it's just that ki maine India ko bohat miss kiye, jo baat yahan hai woh kahi nahi hai.

Shaan : Accha aisa kya hai yahan?

Karanvir (in mind) : Meri mishty hai yahan dad, iss baar jab main london jaoge main akela london nahi jaoge. Meri mishty ko Mrs Debattama Karanvir Sharma bana kar saath lekar jaonga and that's a promise (he smiles more)

Shaan sees this and said.

Shaan : Khud mein hi haste rahega ya mujhe bhi baatayega.

Karanvir : Dad yahan ka food aur yahan ke log aur yahan ka weather, India mein na ek pyaar ki hawa chalti hai dad jo shayad hi kahi aur hogi.

Shaan : Yeh toh sach hai karan yahan pyaar ki puja hoti hai not like London jahan pyaar bhi temporary hai par sach kaho mujhe london mein zyadya rehna pasand nahi hai sometimes l feel wahan koi responsible person rakh doon hamesh ke liye.

Karanvir : Dad agar hum pyaar ki hawa hi london saath le jaayenge toh hume waha rehne mein koi bhi problem nahi ho sakti.

Shaan : Kya baat hai mera beta bohat pyaar pyaar kar raha ha kahi ishq toh nahi hogaya janab ko.

Karanvir blushes and says.

Karanvir : Waise dad aapka pyaar bhi aapka interzaar kar raha hoga ghar par.

This time Shaan blushes.

Shaan : Chup kar badmaash kahika!!! Ab chal warna asie na ho ki hum dono ko aaj raat phirse london jaana padhe, mujhe teri mom se bohat darr lagta ha karan.

Both giggled and then moved towards their car which was standing outside the airport.

After sometime
Sharma's Mansion

Friendship Is Love ~ A Devir Fanfiction Where stories live. Discover now