Flash back/freshers day

175 6 0
                                    

(8 years before there was freshers day party in St xaviers College , Mumbai)
Arjun was senior, second year student of commerce.

Rashmi enters in the college, she was Rashmi Rathore, young talented girl with a beautiful face and the golden heart.

As soon as she enters Arjun just saw her and was mesmerized to see her beauty. He couldn't move his eyes from her face.

Nirav -- Arjun aa na yahan,hum sab toh yahan baithe hai

Arjun --arey ruk aa raha hun".

(He just wanted to talk to her so he had a brilliant idea in his mind .

He gathered his friends and went near Rashmi)

Arjun -- 'fresher '.

Rashmi -- nodded yes

Arjun -- oh !we are your seniors and you have to obey our orders.

Rashmi -- achha,kya karna hoga?

Arjun -- ( man hi man badi modern lag rahi hai)chalo ek stotra sunayo.

Tapesh --  kya kar raha hai Arjun ?Ise stotra kahan se aata hoga .

Shanti -- dekh to isee , kitni modern   lag rahi hai chahe to kisi picture ka gana gane ko bol le ya koi dialogue bulva le .

Arjun -- aise kaise? ham Jo kahenge ise karna padega."

(kisi ko nahin pata tha ki Arjun ke dimag mein kya chal raha hai.

sab soch rahe the Arjun ko ek mauka fir mil gaya kisi ka majak banane ka.)

Arjun --  yaad rakhna madam, aapko kisi bhagwan ka bhajan nahin gana hai , na hi koi gana gana hai , aapko stotra bolna hai. Stotra ka matlab pata hai na".

(His friends smirked and sab ne kaha yah bechari to gai kyunki Arjun ko to ab koi nahin rok Sakta.

Everyone was just enjoying and Arjun was really enjoying from the heart seeing  her face.)

Arjun  --" Le bechari ko pahle hi din maine fasa diya ".

Arjun -- "Mitron shant ho jao Madam ji ab hamen ek stotra sunane wali hai, Jara Sun le".

(Everyone became quite suddenly and Rashmi closed  her eyes . All thought that she was hell  nervous but she suddenly started to say a stotra of goddess Durga.

"mahishasur mardini stotram" and  everyone was amazed.

Rashmi -- (closed her eyes and started chanting)

Iye Giri Nandini Nandita medini Vishva vinodini nandanute
girivar vindhya shirodhni  vasini Vishnu vilasini jishnunute.
Bhagwati hey Shiti kantha kutumbini bhuri kutumbini bhuri krite.
Jaya Jaya Hey Mahishasura mardini Ramya kapardini Shaila sute.

Arjun  -- ( dumbfound and everyone's scratched their heads) dikhne mein to lagti nahin hai ,bilkul modern lag rahi .isse stotra bhi aate hai?

(This was Rashmi's turn now. Purposely she walked towards him)

Rashmi -- look Mr senior, kapde chahe mein jaise bhi pehnun par mere sanskar bilkul bhartiya hai .
yeh introduction kafi hai?

myself  Rashmi Rathore, toh next time mujhe  challenge karne se pahle das bar soch lena.

All -- vah vah aaj pahli bar kissi ne hamare Arjun bhai ko samne se takkar diya

Nirav -- aur bechare ka kya hua..... Voh kya kahate hain apman , nahin nahin ti....ti...ti....tiraskar ho gaya.

Arjun -- "rahane do , mere type ki nahin hai".

All --  nahin mile to angur khatte hain.hymmm.....

RAABTAWhere stories live. Discover now