Scene starts from akshara confront goenka and kartik
A: ab main tumse kya kahu kartik maine is viswas ke saath naira ka haath tumhare haath mein diya tha ki tum use sambhalte ho pyaar karte ho
Par rishte trust khojte hain bache i know suddenly tumhare bhai ki death ho jana it's shocking but maa ke pyaar mein itne andhe ho gaye ki naira ko bhul gaye vahi naira jisne tumhari family lautayi
K: he is teary eyes look towards akshara main nahi thi par main apni bachi ko janti hoon vo jaan buch ke kisi ka dil nahi todti hain are usne toh apni behan ke liye apna pyaar chod diya tha aur tumne uspar believe nahi kiya
A; thank you bhabhi ma choti ma aur maa meri doll ko support karne ke liye
All family members are teary eyes
A: Naitik hum kahi na kahi fail hue tabhi humare bacho mein divorce ki naubat aayi
N: aap hi bataiye main kya karta main apni princess se kitna pyaar karta hoon aap janti hain
A: nahi aap uspe believe nahi karte hain kaise aapne Maan liya ki naira ne divorce kartik apne man se diya hain us din jab swarna ka accident hua tab aapko chodkar kisine use support nahi kiya ulta sab use sunane lage
Hain na maaji
Point towards suhasini
She becomes numb
Today akshara Naitik singhania is on fire she will not leave anyone
Everyone has hurt her baby lioness
She will not tolerate it
A: mujhe jo bolna tha maine bol diya aur haan swarna apne aakh se yeh patti utar do nahi toh apna dushra beta bhi kho baithogi
Chote bete ko sambhal nahi paayi aur dosh meri beti it's not fair
A: main naira ko lekar cape town jaa rahi hoon she will with me
N: aap aisa nahi kar sakti
A: rok kar dikhai
Naksh: mumma pls aap na jaye
A: nahi bache main jaa rahi ho meri bachi ko jaroorat hain meri
N: she is crying bitterly and hug akshara tightly
N: mumma le chale mujhe yaha se sirf aap chahiye
A: nahi rote mumma hain mumma is always there for her princess
Precap : I will not tell