Scene start from akshara console naira suddenly swarna questions akshara
S: aapne bhi toh dadda ji sachai family se chipati thi na par uski maafi pane mein aapko 10 saal lag gaye aap bhi usi jagah khadi thi jaha aapki beti hain aaj
Akshara: Haan Maine vo sachai sab se chupayi thi par Naitik ne mera saath diya aapki aur kartik ki tarah nahi ki kuch sunne se hi mana kar diya tha
A: i am sorry to say ki tum Naitik jaise ban nahi sakte unka unbreakable trust mujhe problem se ladne ki himmat deta hain
Naitik is teary eyes whole singhania family is proud to see their bond
Naksh: i am sorry mumma main kahi na kahi fail ho gaya apke baad papa aur naira ki responsibility meri thi main ek bhi nahi nibha paya
A: nahi duggu it's not your fault but in some situation you are wrong
A: kartik all the best meri beti ab tumhari life mein kabhi nahi hogi i know maine tum dono ka rishta karwaya tha par its too late
A: karishma tum aur gayu naira ki packing kar dogi Haan sath mein meri bhi karna
Naitik: main bhi chalunga aapke saath
A: nahi Naitik aap yahi rahe main apni bachi ki life stable karoongi
N: lekin akshara.
M: akshara ji pls aisa mat kare
A: nahi bhaisahab ab yeh hoga kyuki swarna ke rehte naira khus nahi reh sakti aur yeh dekhna meri responsibility hain
Manish kept mum
Mansi keerti gayu mishti hug naira she broke down in her arms
She hurriedly left the hall all the members are just shocked
Mishti kuhu : hum jakar dekhte hain
Yash anmol nodded
A: ab sab kuch clear ho chuka toh ijajat chahti hu pls excuse us
All goenka are shocked
Keerti: maa aap chale mere saath
A: Haan beta
Akshara left the hall
All of them are present there are just numb
Manish: agar tamasha ho gaya ho to chale glaring at swarna kartik
Dadi : chalo kittu
Here in goenka
M: thandak pad gayi tumhe swarna
Kartik is standing numb
Samarth Akhil console him
S: Manish ji maine kya kiya aap log kaise bhul gaye uski vajah maine apna beta khoya hai
Surekha: Zara sochiye didi agar unlogo ne mansi keerti ke saath yeh kiya hota toh kya hota aap rehti shaant aise
Surekha: bhuliye mat humari do betiyaan hain vaha aur unki ek beti hum khus nahi rakh paye arey naira toh shubham ka treatment kar rahi thi apko apne bete ki fiqar thi toh kyu nahi diya dhyaan jab naira kartik keh rahe the suhana achi nahi hain tab toh aap sabse ladne lagi thi
Swarna is teary eyes remembering her deeds towards naira
She will become saas not a mother
Precap : think