Continue....
As in mind.... pata nahi kyu par hume aisa ehsaas ho raha hai ki hj yahi kahi hai ....
Ks : Annu bhaiya ..kaha kho gaye aap ....(she said loudly... broking her trance...)
As : a...ji ks kuch nahi . Chaliye andar ....
Ks : ji...
( And they went inside an airport ....)
Tabhi As unhi guards ko ( VIP )private entrance ki or jate huye dekhta hai .....
As : ks hum abhi aaye .... ( and he hurrily gose to private entrance......)
Ks : par sir .... chale gaye . Ye achanak se kaha gaye .....( she said herself cunfeauseingly....)
(... Other side hm/k and her guards enter in VIP entrence ....)
( As vaha pohachta hai aur andar jane ki koshish karta hai ....)As : dekhiye hume andar jane dijiye .. humara andar jana avashyak yani ki jaruri hai ....
( Sequrity guard ....Sg ..)
Sg : dekhiye aap andar nahi ja sakte . Ye ek VIP entrence hai ...
As : ji ha hume pata hai ye parantu hume bass ek baar andar jane dijiye. Chahe to aap khud humare sath aayi ye .
Sg : dekhiye hum yaha kisi aam insan ko andar jane ki permission nahi hai .
As : hum is shehar ke DSP hai Anubhav Singh . Kya ab hum ja sakte hai .
Sg : aap kya sir khud dig sir bhi ho to vo bhi nahi ja sakte bina permission ke ....
( Listening this As disappointed but....)
As : achha thik hai . Parantu aap humari ek sahayta kar sakte hai .......( he said requesting....)
Sg : ji ha kahiye ....
As : darsal yaha se abhi koi gaya . Jinke saath bahut sare guards the . Kya aap bata sakte hai ki vo kaun hai .....
Sg : par aap ye kyu janna chahte hai ....
As : vo kya hai unme jo ek mahila thi vo hume haseena SHO haseena Mallik ki tarah lagi is liye hum puch rahe the ....( he said smilingly...)
Sg : ohh aap madam sir ki baat kar rahe ho .
As : ji ha ...
Sg : nahi nahi sir vo madam sir nahi thi . Balki kapoor family ki beti thi ....
As : kapoor family ki beti.....( he said cunfeauseingly....)
Sg : aapko kapoor family nahi pata... vahi sir jo is desh ki sabse ameer family . Kabeer kapoor ki family ......( he said slowly....)
As : kya ye vo family hai . Par itani badi vakti humare shehar me kaise ?....
Sg : kya pata sir ....
As : koi baat nahi . Dhanyawad humari sahayta karne ke liye . Aur kshma...(mafi ) chahte hai humari vajah se aapko koi aaptti hui ho to .....( he said apologize for her .....)
Sg : are koi baat nahi sir . Aakhir aap sab hum sab ke liye kitna kuch karte hai . Maine to kuch bhi nahi kiya . Aur I am sorry sir . Vo maine aapko andar jane nahi diya isliye .....( he said looking down....)
As : koi baat nahi..koi baat nahi .aap bhi apani duty hi kar rahe the . Ab hum chalte hai dhanywaad .... ( smilingly...)
Sg : ji sir . One's again sorry.....
YOU ARE READING
Do dilon ki dastan ❤️❣️
RomanceYe kahani un do dilon ki hai . jinke dil ek hai par duniya alag hai . kya phir bhi ye dono ek honge .... ( Isame koi mission nahi hai ....) Janane ke liye please read this beautiful story ❤️....