Scene starts from kaira descend stairs
All are sitting in hall
Singhania also came
M: kartik naira kya faisala liya tum dono ne bacho ko lekar
N: papa humare liye humare bache sabse pehli priority hain so humne decide kiya hain ki birlas ko bulaye aur unse baat kare kairav Anisha akshi abhimanyu ke baare mein
K: Haan papa meri bachi abhi bohot choti hain shaadi ke liye main chahta hoon sabse pehle uske bhaiyo ki shaadi hogi
Swarna: par kartik krish vansh vatsal
Krishna abhi shadi
K: Haan ma akshu aaru ki shaadi abhi nahi do saal baad hogi aur abhimanyu tayaar hain rukne ke liye to hi yeh rishta aage badega
Akshara move towards naira: dekho beta main jaanti hoon tum rishton ko samjhati par ek baar akshu se puch lena
N: sure mumma
Na: princess vaise akshu kairav aarohi kaha hain
N: papa kairav walk pe gaya hain vansh vatsal ke saath
Akshu aaru so rahi hain
Krish krishna: don't worry bua mamu hum kuch karte hain
K: luv kush birlas ki phone Karo aur invite Karo goenkas ke yaha dinner par i will see it
K: meri bachi bohot dard mein i as a father kuch nahi kar pa raha hun
Luv kush:sure bhai
At night
Birlas arrive
Abhimanyu shivers seeing intense gaze of his sasur aka kartik goenka
All are doing dinner
Naira swarna akshara giggles on seeing the sight
Akshu fake smile
K: hume baat karni hain abhimanyu
A: sure sir
K: so meri beti ko khus rakhoge na
A: ji sir
Neil giggles
Manjari stops him
Harsh gave glare to abhimanyu
K: so birla family i have a condition that akshu Nd abhimanyu marriage happens after 2 yrs till then her md also got completed
A: ok sir
K: aur maine suna hain tumne meri beti se badla lene ke liye aarohi se shaadi karne wale the
K; kyu pyaar karte ho na use mana vo naira jaisi hain family uski priority aur sabse jyada vo aarohi se pyaar se pyaar karti hain yeh sacrificing element uske genes mein hain akhir hain to voh sherni ki beti par sherni vo bas apni family ke liye hain aur vo apne liye bilkul selfless hain bilkul innocent so its your responsibility to cure her,to support her,to love her
K: akshu ke papa ke naate main tumse yeh expect to kar hi sakta hoon
A: sure sir main iska dhyaan rakhuga aur meri galti maafi ke layak nahi par pls i am sorry
K: it's ok mera intension tumhe samjha ka tha
M: so mr birla shaadi to do saal baad hogi,par kairav anisha aur bakiyo ki shaadi abhi isi saal honi hai
K: kairav anisha beta idhar aao
N: anisha come here bacha
Anisha : sure auntyK: anand ji kya aapko yeh rishta manjur hain
A: bilkul kartik ji it's our pleasure to have kairav as our son in law
Kyu mahima
M: Haan bilkul humari bach bohot lucky hain naira ji
N: nahi it's our pleasure to have her
Whole family is happy for kaisha and abhira
A girl comes from opposite side and Krish is moving outside to fetch gifts from car
K: are you ok
M: yes
K: your name
M: mishka birla
K: you mean abhimanyu sisters
They talked and got lost in each other's
Vansh vatsal came and saw them lost and giggles
K; kyu has rahe ho
Vansh: bhai apne humare liye bhabhi dundh li
K: he blushes
Vatsal: done he sings chote chote bhaiyon ke bade bhaiya
V: aaj banege kisi ke saiyaan
Both krisika blushes
They came and saw them together
Vansh: big bro nani nanu mimi bade papa badi mumma
Vatsal: ek aur bakra halal ho gaya
All of them look towards them
Manjri move towards mishka and cup her face she hug in shyness
Akshara kirti hug each other
N: congratulations bhabhi
K; thank you naira.
All are immensely happy
Kartik hug naksh
K: bete ki shaadi Mubarak ho
Parth: oh tum goenka brothers ko humari behne milti hain
V: to kya kare aap bhi toh humari eklauti princess le ja rahe hain
Vansh: kyu bhaiyo
B: yes brother
G: yes brother ke bache Reem ke parents se kab milwa raha hain
V: soon mumma
All of them laugh
Precap💞💞💞💞