11

529 36 0
                                    

Goenka house is decked up for their princess wedding
Guest started to come
Maheshwari Singhania agrawals all are invited
They are reaching soon for the wedding festivities
Naira is running here and there
Mansi keerti gayu are helping other works
Gents are seeing other arrangements
Akshu brothers
Kairav: bhaiya lights theek se lagao
Vansh: yeh curtains change Karo
Vatsal: abhi Tak sweets nahi bane kya
Krish: calm down mere Bhai sab ho jayega hum hain na
Jis tarah papa aur mamu ne kiya tha mumma aur bua ke shadi ke time hum use best karenge apni akshu ke liye
Kartik naksh samarth came and adored them
N: kartik humare bache mature ho rahe.
K: he nodded
Naira : mumma ma akshu ka lehenga abhi Tak nahi aaya hain vo Ganesh pujan  mein kya pehnegi
Anisha: mumma maine aur aaru ne arrange kar diya hain
N: thank you so much beta
Gayu: Reem mishka beta kaha hi aap log idhar ana
Both girls: aaye mumma / bua
Both came with shagun ki thaal
Reem: mimi abhi Tak nahi aaye mandir se
Keerti: vo as gayi hain room mein hain
Aarohi: mumma akshu ko dekho na room nahi khol rahi hain
Kartik: kyu nahi khol rahi hain akshu door
Krishna: kyuki uski matching shoes nahi mil rahi hain
Whole family: hain
Aarohi : yes vo drama queen door lock kar ke ro rahi hain
N: hey bhagwan yeh ladki bhi na
K; tumhari hi beti hai
N: jyada udo mat mendak
Whole family laughed
Their voice is interrupted by loud cry
Whole family: akshu
All of them rushed upstairs
Kartik naksh broke the door
Krish vansh kairav vatsal
: Akshu kya hua bacha
A: bhaiya meri lipstick toot gayi
N: hey bhagwan yeh ladki bhi na
A: mumma masti karne do na main sasural se vaapas masti karne thodi na aaungi
N: akshu tujhe daat bhi nahi sakti tu apne papa ki tarah yeh puppy face banakar samne aa jati hain
A: aaj bhi aap papa ko notice karte hon
Naira flushed red
Mahima niti mishka Reem Anisha: haww koi toh rok lo
N: sabko pitungi beshram sab ganesh puja akshu aur abhi ka hain
N: aur ladkiyon mujhe chodo aur akshu ko ready Karo
Aur tum akshu ke mendak papa chalo kaam par tum
Keerti naira gayu : left with their sons
And husband

YRKKH: NAYI PIDHI (Ongoing)Where stories live. Discover now