I Will Be Better

632 24 3
                                    

Years passed avneil were living happily together and anya turned 15 years. But what happened between avneil, since 3 days they are not talking with each other properly.
Avni - take a deep breathe, lunch hi toh karna hai.
Neil and anya are sitting on the dining table.
Anya is sad, and playing with the food. Neil is busy with his phone. Avni enters.
Avni - hi baby, and give a forehead kiss.
Anya - hi mumma.
Anya look at neil. Neil is busy with his phone.
Avni - kahana kesa hai.
Anya - hn thik thak.
Avni taste the food, thoda salt kam hogaya hai.
Neil - hnn kharap lage ga na, kyuki maine banaya hai.
Avni - maine toh nahi kaha khana kharab hai
Neil - tumhara Matlab toh wohi hi tha na.
Avni - tumhe toh bas chahiye, har cheez Mein jhadaga karna.
Anya - ofo chalu hogaya Phir se (slowly)
Neil - Acha main karta hu jhgada, aur tum toh jese bohot hi achi ho. Nahi.
Avni - dekho,har cheez ko keecho mat
Neil - tumhe toh mere har cheez Mein problem hai. Neil, tumne Yeh kiya. Tumne woh kiya. Tum kyu der se aagyae. Tumne time nahi diya mujhe.
Avni - hn hn toh, tum wese hi karte ho. Kabhi time diya hai mujhe.
Neil - toh Yeh main bhi toh kehe sakta hu na kabhi tumne mujhe time diya hai. Hn bolo. Humesha mujhe per hi Baat aajati hai ki neil avni ko time nahi deta hai.
Avni - tum jese humesha time dete ho. Khud toh ghar der se ate ho, bahar bhi nahi ja pate hein hum. Aur uper se tumhara frustration. Main itna nahi sambhal sakti hu.
Neil - hn toh main bhi nahi sambhal skata hu, har Waqt tumhare nakhre mere se nahi hote hein.
Avni - main main nakhre dikahati hu. Main na kya, mujhse aur nahi ho raha hai, main tumhe divorce dungi.
Neil - hn hn toh do, mujhe bhi koi shock nahi hai tumhare sath rehena.
Neil goes from there and avni also goes from there.
Anya's eye becomes teary.
Anya - mom dad kya kar rahe hein. Kyu itna jhagad rahe hein.
Neela calls anya. Anya wipes her tears and pick up the call.
Neela - hello baby, kaisi ho.
Anya - hi nani, thik hu mei. Aur ap kya kar rahi ho.
Neela - kuch nahi ese hi ghar pe thi.
Anya - hmm
Neela - kya hua hai tumhara, itni sad lag rahi ho.
Anya - nani, mom dad.
Neela - jhgada chal raha hai.
Anya - hn joro se. 3 days hogaya hai thik se bat nahi kar rahe hein yhe log.
Neela - mujhe Iss sab ke bare Mein Kuch bhi nhai pata tha.
Anya - toh Phir app na mu ma ko kuch bhi na puchiye toh acha hi hoga. Nahi toh mere uper gussa karengi.
Neela - Arey Arey daro mat.
Anya - nahi nahi ap mat bolna. Please
Neela - Acha Acha.
Anya - ap nahi toh ese karke puch sakti hein, ki dono ka relationship kaise chal raha hai. Mera nam bilkul bhi mat lena.
Neela-hn ese hi puch lungi.
Anya - hn nani. Mujhe na Acha nahi lag raha hai, jis rate se Yeh log jhagada kar rahe hein. Mumma ne toh akar aj divorce ki bat kar di.
Neela - kyaa divorce.
Anya - hn nani. Mujhe Acha nahi lag raha hai. Agar divorce hua na, mujhe in dono ke pass nahi rehna hai.
Neela - Arey kuch nahi hoga. Divorce tak bat hi nahi jaygei.
Anya - nahi Iss bar kuch jyada hi josh Mein hein. Mujhe toh pura lag raha hai.
Neela - Acha tum kya ghar mei akeli ho.
Anya - hn nani, pura hi akele hu.
Neela - tum mere pass Aa jao. Tumhari Yaad Aa rhai hai mujhe.
Anya - hn aungi, aur nanu kya kar rahe hein.
Neela - tumhare nanu, so rahe hein. Mere hi side Mein bethe bethe.
Anya - Acha..
Neela-Acha main na rakhti hu, woh koi aya hai shayad.
Anya - nani nani, please mom ko iske bare Mein Kuch bhi mat kehna.
Neela - Arey nahi, tum tension mat lo. Kuch nahi bolungi.
In avni's clinic.
Avni - shayad maine aj kuch jyada hi bol diya per mujhe use sorry nahi kehena hai, usne galati ki hai toh wohi kahega nahi toh nahi. (in her mind)
In Neil's office.
Neil - aj avni ne jayada hi badi bat bol di., sidha divorce tak chali gayi woh. Jab usne kaha, woh sab thik nahi tha.
Ramesh - sir apki files Aa gayi hai, aur sir congrats humari company ne Iss sal 70 crores income kiya hai. Apki company ko sabhi log pehechan rahe hai.
Neil is lost somewhere else.
Ramesh - sir sirr ap sun rahe hein. Sir.
Neil - hn hn bolo.
Ramesh - sir ap thik hai.
Neil - hn hn mein thik hu. Tum ja sakte ho.
Ramesh - sir apki files.
Neil - hn hn mein dekh lunga tum abhi jao.
Ramesh goes out of the house.
Neela calls neil.
Neil - hello Neela ma, kaisi hai ap.
Neela - amin thik hu. Aur tum bolo.
Neil - hn mein bhi thik hi hu. Kya apko kuch kam tha.
Neela - kya maine tumhe phone nahi kar sakti, kya m ujhe kuch kam chahiye tumse bat karne ke liye.
Neil - arey nahi nahi, mera woh Matlab nahi tha.
Neela - aur tumhare aur avni ke beech Mein Sab kuch thik hain.
Neil - kyu kya hua, avni ne apko kuch kaha hai kya.
Neela - usne kuch nahi bola hai.
Neil - toh apko, anya ne bola hai kuch.
Neela - hn, magar anya kuch mat bolna, nahi toh woh mujhe kuch nahi kahegi.
Neil - hn. Main kuch nahi kahunga.
Neela - dekho neil tum mere bete jese ho, agar kuch share karna chahte ho toh tum kar sakte ho. Agar Mein tumhari kuch madat kar Saku toh.
Neil - woh ma, and says everything to neela what just happened in past 3 days.
Neela - toh Yeh bat hai. Dekho main kiski side nahi lungi. Ek maa ke hisab se, main kahungi tum dono ki hi galati hai. Chalo agar tum man liye tumhari galati thi, avni bhi manegi magar woh expect karegi ki tum Pehele bolo. Ladkiya kabhi nahi chahegi, ki unko koi galat. Apni taraf se sorry bol kar dekho.
Neil - magar, main hi kyu hamesha sorry Pehle bolu.
Neela - hn main samajhti hu, magar koi ek toh sorry kehe de isme problem hai kya. Acha thik hai sorry mat bolo, magar ek bar baat karke toh dekho. Tum dono ki ek beti bhi, uske ke khatir ek bar bat karke dekho.
Neil - hn apne thik hi bola.
Neela - dekho koshish karo.
Neil - main aj avni se bat karne ki koshish karunga.
Neela - tum koshish karo nahi toh mere se jitna hoga Mein karungi.
Neil - ji hn. 9 30 hogaya hai mujhe abhi ghar bhi jana hai.
Neela - tum ghar nahi gaye ho.
Neil - mujhe toh aj ghar hi Jane ka man nahi kar raha hai. Isiliye main office Mein betha tha.
Neela - jao jao, mujhe avni ko phone karna hoga. 9 ko karungi.
Neil - thik hai, min use bat karke dekh ta hu.
Neela - ok bye.
Neil - bye ma.
Google photos notification pops up.
Sees a photo of thier happy memories
Just imagine by seeing this picture.

short stories Where stories live. Discover now