~•~~•~•~•~•~•~•~•~~•~•~~•~~•~~•
Karishma apne uniform ke button ki taraf dekh rahi hai . Achanak Karishma ka hoton mein halki si muskan a jaati hai. Apni ungliyo sa button ma atka hua rashomi baloko nikal ti hai. Karishma acche se janti hai bal kaha se aye . Karishma ka aakho samna mano firsa aj sham ka wo nazara cha jata hai . Karishma apni aakhe band karke us khubsurat pal ko yaad karne lagti hai . Jab Haseena uske sine se lipat gai thi 😌😌 . Haseena ke sarir sa ek pyari si khushboo beh rahi thi. Anjana mai hi Karishma puri tarah Hassana ma kho chuki thi 😊😊
Pehli bar Karishma na kisi larki ka samna itni bechaini mehsush ki hai .Karishma ki dharkan tez ho gayi thi . Karishma ka sine mei sar rakhne ke bad bhi Hassena kano uski darkanoo ki ahat nahi gayi thi ya Karishma accha sa janti hai🙁🙁. Lekin jab Hassena apna aakho se Karishma chest ki bai taraf dekhna ka bad ek pyari si muskan lekar Karishma ka taraf dekrahi thi tab uski aakho ko dekhkar Karishma ko lag raha tha Hassena na uski darkan ko mehsush kiya hai. Sayed karishmavi thora sa hi sahi Hassena ki undono Jil jaisi aakho ko padh pa rahi hai ☺️☺️. Karishmana jab Hassena ko pehli bar thane ma dekha tha tavi wo samaj gai thi Hassena valai bol nehi sakti per uski aakhe bahot kuch kehti hai . Isliye subah Hassena ke chehre ko dekhne ke bad vi KARISHMA ka dil uski aakhe dekhna ko liya tarap raha tha . Kuki Karishma janti hai aakhe kavi vi jute nahi bolti. Karishma apna galo ko halka sa Hassena ka balo sa chu dekti hai . Aur tabhi KARISHMA apna kyalo ki duniya sa nikal ti hai . Sayed usa Hassaena ko lekar asa sochona nahi chahiye kuki wo ek IPS officer hai uska upar bahut sare jimmedari hai . Wo sadharan insan ki tarah aise sapne nahi dekh sakti. Or wasa Haseena kisi aur ki hai . Isliye Hassena ko lekar asa keyal sova nehi deta. Lekin Karishma bhi to ek Insan hai . Din ka aakhir ma apna ghar lout kar uska vi man karta hai kisika sina ma apna shir rakar apna thakan mitana ka . Bhagwan ne to uski sabhi apno ko chin liya hai 🥺🥺. Isjagaper wo agar asa kisi insan ko apna jindagi mai manga jo usa samja jiska sena ma apna sar rakh ka wo apna sare dukh vula saka kya wo bohot jada galat hoga.
Or isan ager Hassena ho to ! Haseena ki pyari Si aakhe or masum chere ko dekhkar is khowish na KARISHMA ka dil ma dastak di thi is baat sa Karishma Inkar nahi kar sakti😥😥 . Kyunki Haseena ki aakho mei bhi wohi masoomiyat jalak ti hai jo Karishma ka ma ka aakho ma jalak ti thi . Isliye hi sayed Karishma Haseena ke aakho ko padh payi thi . lekin is anath larki ki is khwahish ki sayed koi kimat nehi hai bhagwan ka pass isliye hi sayed unona Hassena'' ka zindagi gi ma pehle hi kisi or ko likh diya🥲🥲. Karishma acche se janti hai Hassena ka senama shir rakh na sa uski sari thakan , sare dukh ,asuo se beh jaya ga🙃🙃 . Lekin yah possible nahi hai. Haseena ko lekar aisa sochana bhi uske liye paap hai😭😭. Haseena kisi aur ki hai. Use ladke ke bechaini ko dekhkar hi wo samaj gayi thi wo larka Hassena sa pyar karta hai bohot jada pyar karta hai😔😔. Isliye vo ab aur janbuj kar apna dil mein Haseena ko lekar aise khyal nahi layegi . Kyuki ye bus attration hai .Is liye isa jada importance na dena hi thik hai . Kuki aur jo bhi ho Karishma love at first sight per varosha nehi karti . Jo khwahish kavi puri nehi hosakti us khwahish ko vul jana hi sayed jada behtar hai. Lekin Karishma is nishani ko apne pass hi rakhegi is liye Karishma Hassena ke balo ko gulab ka tab ma khila hua gulabo ka ghera mai rakhkar . sone chale jaate hai . Lekin aakhe band karne ke bad Karishma ke samne barbar Hasseana ka muskura chera ana lagta hai . Karishma kafi kousih karna ka bad dil sant karke santi sa apna aakha band karke so jati hai . Lekin dil kya hamesha hamari baat sunta hai . Kabhi kabhi dil sab kuch bhul ka khud hi apna pankh feylake apni uran varta hai. Karishma ka dil ma hassena ka liya jo emosion ha wo kya sirf attration hai .Jab kisi insan ki jindagi mai pyar ata hai wo koi vi ho sakta hai or ya pehla pyar kisi ko bus ek nazar dekhkar hi hosakta hai. Jo vi ho Karishma ne to apna dil ko attration kehka samja liya lekin Haseena! kya wo vi asa hi soch rahi hai ? Bilkul bhi nahi vo bohot hi jyada masum hai wo itna kuch nahi samajhti . Hassena na bus usi larki ki tasvir apna dil ma banali jisne usa apna sena sa lagakar apna darkano ko mehsush karaya hai. Jo uski aakho ko dekhkar uske dil ka ka hal samaj sakti hai . Ha Haseena Karishma ka aakho Ko dekhkar hi samajh gai thi ki Karishma uska aakho ko padhsakti hai . Kitni khubsurat hai wo aakhe (muja vi yukti di ki aakhe bohot hi pyari lagti hai 🤗🤗) . Sagar ki tarah gehri ,alag sa noor jalak raha tha uski aakho sa .Kisi ki aakhe itni khubsurat kasa ho sakti hai . Haseena bas us khubsurat pal ke bare mein hi soch rahi hai . Uske chere per ek pyari si muskan dikh rahi hai🥰🥰 . Haseena phir se KARISHMA ki pyari si khushbu apna aakhe bandkare mehsush karna chati hai . Hassena Jaldi se oh dress le aati hai jo usna aj sam pehni thi sayed avivi isma 👗👗 Karishma ki wo pyari si khushbu basi hai 🤗🤗 . Lekin dress ko apne pass late hai Hassena ko ahsash hota ye wo khushbu nehi hai jo wo mesush karna chati thi😐😐. Tabhi Hassena Ko yad aate hai ye Amar ki perfume ki khushbu hai Amar nahi aakhiri bar use gale lagaya tha . Haseena thora sad hokar apna dress ko rakh deti hai . Uske bad sone chali jati hai or jada der tar jagna thik nehi hoga kuki kal sa hi college suru ho jaya ga 🙃🙃****************************************************************************
Karishma= Bakshi ji ya paper ko kal resent case ki file mein chalaya tha . Ya kaun sa case hai aap keh sakte hai🤨🤨
Bakshi= konsa paper mam 🙄🙄
Karishma us extra paper ko constable Bakshi ke hath mei deti hai . Us paper ko dekhte hi achanak Bakshiji ka face expression change ho jate hai ya Karishma bhi samajh jaati hai Bakshiji is paper ko pehchan paye hai .
Karishma koi question puchne se pahle Bakshi ji keh ta hai
"Madam Yeh bohot din pahle ka case hai . 10 sal Pahle ka" .
Itne sal pahle ka case sunkar Karishma tora sa chok aati hai
Karishma= 10 sal pahle ka ! Kis bare ma? 10 sal pahle ka case ka file is file ka sath kya kar raha tha ?
Bakhshi=asal mein mam ap jis case ke study kar rahe hai uske andar jankipur mein jin logo ka against is case ka bare mai sakh kiya ja raha hai un logon ke against hi ya dusri case file ki gayi thi . Isiliye kisi karan in do case sutra ek jaga akar milta hai ya nahi ye dekhne ke liye is file ko iska sath rakha gaya tha . Ab baki ka to use thane ke officer hi keh sakte hain . Saked un sab na hi mila ker dekna ka liye ek sath rakh diya tha .
KARISHMA= lekin un officers na to mujhe kuch nahi bataya hai aisa kyu🤨🤨
Bakshiji= asal ma mam woha ke officers in logo ke against case investigation karne se darte hai .Kisi samay rasta per khun ho jayege ya bahu beti rape ho jaygi isi darsa jyada aage nahi barta . Isliye un officers se jyada madad ki ummid na karna hi sahi hai!
Khoon aur rape ki baat sunkar Karishma ko us bhanak manzar ki yaad ana lagti jab Karishma na apna aako ke samna apna mummy papa ka wo bhanak anjam dekha tha . Karishma apna chair se uth jati hai
Karishma ( in a stern voice)= darna ka liya police ki naukari ma rakha jata hai kya😡😡. Aur ap yeh sab baten kasa keh rahe hai ! Ek police constable ho kar bhi aap aise bate kar raha hai!🤬🤬 Wo Paper mujhe dijiye .Ab ap ja sakta hai 😒😒
Bechare Bakshi ji ab aur kya kare wo ke hath mei paper dekar chale jaate hai .Or Karishma us paper 📜📜 ko lekar acche se dekhne lagti . Abhi bhi ek baat ka Karishma ko shak ho raha hai aakhir ku ustana ke officer ne is case ki file ko use case ki file ke sath rakha? Aur dono case ka andar agar link hai to ya baat use chupaya ku? Kis liye hai itna dar ! Jab tak Karishma is bare mein pata nahi kar leti tab tak Karishma ka dil ko chain nahi milega. Is bare mei acche se janne ke liye use jankipur jana hi parega 😐😐
Use use tarah Bakshi ji dusre constable ke samne hi Karishma ke upar apna gussa upar apna gussa ugal raha hai
"Jyada imandari dikha rahi hai 😏😏. Khud to shaadi nahi ki isliye biwi baccho ko lekar bhi koi chinta nahi hai . Unki nahi hai iska matlab kya kisiki vi nahi rahe gi 😒😒 kya . Us din ki larki ayi hai muje imandari sikhane. Huh, aise bohot aaye hai. Pahle wo vi bahut imandari dikhate hai lekin bad ma paise ki khushbu milta hi imandari fuss ho jati hai . Tumhari bhi esi hi halat hogi pata hai muje😎😎. Pata nahi kaha kaha se........
Achanak hi Karishma woha per ati hai or Karishma ko dekhar Bakshi ji ki bolti band ho jaati hai 🤧🤧. Wo dar ke mare jaise taise uthkar Karishma ko salute karte hai . Jo constables itni der tak Bakshi ji ki bate sun rahe the wo sab Karishma ka samna Bakhshi ji hawa aise fush hote dekhkar hasna lagta hai😁😁. Karishma sab ke chehre ko ek bar dekh kar Bakshi Ji ko kehti hai
"Jaldi se gadi ready karna kahiya, mai jankipur jaungi "
Karishma Bakshi ko aur kuch bolne ka mouka na dekar hi chali jati hai Cheeta ka pass, Bakshi ji vi sab ko gusa sa
ek najar dekhkar 😡😡 woha sa chala jata hai Karishma ka order pura karna ka liye.****************************************************************************
If you liked the chapter do click on the star buttonHonest comments and suggestions will be appreciated
YOU ARE READING
Pure Love
FanfictionYa ek triangle love 💕💕 story hai IPS officer Karishma Singh , College student Hassena Malik or college student Amar Bidrohi ki (Amreena vs Kareena)