The Missing Piece....

193 29 11
                                    

happy reading fellas..

At the station...

Haseena is talking on the phone and all are doing their work....Jiya who is working on the file surprised to see Karishma who is coming towards hurriedly....all sees her and looks at her confusedly...Karishma directly goes to Vincent table..Vincent greets her..Haseena noticed Karishma with wide eyes and runs towards her..

H – choti aap yaha kya kar rahi ho..apko aram karne ko kaha tha na..

K – di ek minute...Mr Vincent apne kaha tha ki Jessica ke then location mile hai aur usme Vishakpur hai right...

V – haan...but aap aise kyu puch rahi hai...kuch mila kya..

K – kyu nahi...Vishakpur yaad nahi....1 saale pehale uss sher me bhi tho kuch huva tha like bank robbery...aur ye newspaper me iski article aaya tha na ki robbery me koi clue nahi mila...

A – (quickly types on the computer and gets the information) haan Karishma sahi kaha rahi hai....1 saale vaha Nivas Bank me robbery huvi...evidence ne milne ke karan case ko close kar diya gaaya tha....

J – aur Jessica ka loction bhi yahi mila hai 1 saal pehale...that means...

H – unhone isse pehale ek aur bank robbery bhi kiya hai.....

All looks at Karishma who is smiling widely......

K – lagtha hai ki iss bank ki robbery ke pehale uss gang ne Vishakpur ke Nivas Bank me robbery ki....that's why we got the location...

J – par ek baat samjh nahi aayi ki ye tho 1 saal pehale ki baat hai....uski baad bhi iss sim ko use kyu kiya hai...

H – kyuki unhee pata tha ki hum log phone trace jauru karege ....aagar thoda gap kar ke use karenge tho kisi ko shak bhi nahi hoga...i think in between me inn logo ne kahi numbers use kiya hoga...isliye hume koi bhi clue nahi mil raha tha..

V – ab hum kya kare...ek clue tho hume mil gaaya hai...ab aage..

H – ek kaam karthe hai...hum aur Karishma Vishakpur station jaathe hai aur vaha se pata karthe hai iss case ke baare me...tab tak aap log iss trace number kare aur Jessica ki id ki baare pata karne ki koshish kijiye...ki usne koi issi id ko kahi aur use kiya hai ki nahi...

J – par Vishakpur yaha se thoda dur hai....

K – isliye tho unhone uss sher ko choose kiya taki kisi ko shak bhi na ho...hume tho ye baat samjh nahi aa rahi ki vaha ke police ne humare case ko study kyu nahi kiya..

A – kyuki dono cases me koi clue nahi mila....aur uss robbery me pattern thoda alag hai...compared to this...

J – accha kaise robbery kiya unhone..

A – paas waale shop se...police ka kahana hai ki ye robbery gnag ne bank ke paas waale shop ko rent liya tha....aur uska baad plan baanaya aur fir vaha se bhag gaaye..

K – rent kisne liya....i mean kiska naam me..

A – ( looking at the computer ) koi Mahesh Singh hai....police usse interrogate kiya tha but koi sabot nahi mila...

H – ye kaise ho saktha hai..aagar rent liya hai tho uska chehara tho dekha hoga..

A – haan lekin uski koi details nahi hai...

H – thik hai hum jaathe hai aur baat karthe hai..tab tak aap log apne kaam me lag jaaye....

All nods their head and gets busy with work...here Haseena pats Karishma back for giving break in the case....then they head to their home...as its already late...

The Dark Sheep....Where stories live. Discover now