Noor Mathur

8 1 0
                                    

11th of December 2042
Thursday
10:16 PM

Today was amazing I had everything I want A wonderful loving partner amazing friend mom dad brother relatives lovely kid's. I can die for them the journey from being nothing to being everything. Today I am a successful writers won several awards for my work. Meet wonderful personalities. But when someone form media questiond me ma'am who are you? Actually all your writings are just an imagination or reality?
It strike me back to the past to the day it's was actually being to the day I decided to write to the day it all started.... Here we go to the past back to the day it all started.....

Back to 2006
Somewhere in India Born a girl crying that's how a life come crying...hum sab aate toh hai iss duniya main lekin roote huye..
lekar kub sarri ashayee aankhon main lekar der sarri umeede hum sirf apni hi nahi dusro ki bhi taqdeer saath laate hai dusra ka bhi vajoot hum se judd ta hai dusro ke sapne bhi hum se judd te hai..

aur shayad dusro ke sapne pure karte karte hum yeh bhol jate hai ki hum iss duniya main kyu aaye the aur jab tak yeh hume samjha aata hai tab tak hum itne aage badh chuke hote hai ki wapas jane ka raasta hume bahut mushkil lag ne lagta hai....
Lekin agar uss raaste par hum laut jaate hai toh hum apni zindagi jee jaate hai.........

Noor bhi kuch asi hi thi bachpan se hi....uski zindagi assan ho kar bhi mushkil se bhari thi lekin usse sach main zaroorat thi tode se pyar ki todi si daat ki tode se apne paan.....

Ke joh woh dudh ti rahi unn main joh shayad uss ke liye kabhi Bane hi nahi the nah woh Noor ko deserve karte..

lekin Noor phir bhi yeh baat maan ne ko tayar nahi thi uss ne apne dil main raazo ko iss tarah daafn kiya tha ki koyi bhi unn raazo tak nahi puch sakta tha......

logoo ko lagat tha ki usse woh janta hai hai lekin woh Noor le barre main sirf utna hi jante hai jitna woh unne jaane deti hai.......

Beshaq Noor ne bahut badi galtiya ki hai woh bahut cheezo main galat hai jaah par koyi saafi kaam nahi aati.....

Lekin akir main woh bhi toh ek insaan hi hai nah kud kud ko dhudh te dhudh khushiyo ko dhud te dhud te uss ne shayad kiss aur ki Kushi toh dhuk main Badal diya lekin isss baat ka essa hai usse usse yeh essa hai ki ussne essi galti ki hai joh maafi ke layak hi nahi hai....

Lekin ek moka toh woh bhi deserve karti hai nah aakhir ussne joh kuch bhi dekha hai uss ke saath hua hai woh toh logoo ne jaan kar kiya hai aur usska unn logoo ko sarra sa bhi afsoo nahi hai aur ussne toh joh bhi kiya woh anjanne main kiya aur uss baat ka usse essa bhi hai aur afsoos bhi hai......

Aakhir kar woh Noor hai......

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 17 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Who Was she?Where stories live. Discover now