CHAPTER 5

732 40 4
                                    

Ankit pov

I took sneha's words serious and noticed Priyankas behaviour for some days
And she was right priyanka actually used to get affected whenever i was around....it was troubling me and i decided to stay away from her for some days,if she is happy without me then i should give her space

The avoiding, ignoring game went for a month.... i was getting mad..she was happy without me but why was all this getting on my nerves...i wanted to stay away with her but everytime my body used to betray me...she was just like a magnet..no matter how much i try i always get pulled towards her

Again a day passed by and i came back home...tired

Dadi - agaya tu...maine suna khana nahi kha raha tu dhand sae aaj kal
Koi dikkat hai? Hai toh merko bata beta

I came on my knees and rested my head on her lap
She creased my hair and everything disturbing me...hot silent

Ankit -mai kya karon dadi...jab sae yaha aya hu or priyanka ko dobara dekha mera kuch man nahi karta karne ka

Dadi-kuch hua hai kya tum dono ke beech

Ankit - woh kush hai mere bina...mai usse or tang nahi karna chata baar baar uski life mai ake

Dadi -or yae baat usne tujhae batiyi

Ankit -nahi paar...mujhae pata hai

Dadi - toh theek he hai na..tu pehle bhi toh uske bina raha hi..toh abh bhi theek hai

*Silence*

Dadi -terko abh kya dikat ho rahi hai....normal reh tu bhi or usse dekha ki terko koi farak nahi padta,tu pehle bhi uske bina kush tha abh bhi hai....hm!

Ankit -aap nahi samjhoge ki mai...

Dadi -kya ki mai? Woh Jan bhuj kar tujhae dekha rahi hai ki woh tere bina bhi khush hai aur tu usse apne aap ko affect karne dae raha hai
Bata aisa kyu?

This was my saturation point...i can't listen more bad about priyanka and shouted at Dadi

Ankit - bass hogaya dadi...mai or nahi sun sakta priyanka kae khilaf

Dadi -kyu nahi sun sakta ...woh hai he aise ladki.. terko wapis sae apne chungul mai phasa rahi hai

Ankit - app nahi samajh sakte ...ap samajhte nahi ki jab sae maine usse door rehne ka faisla kiya hai mai ek din bhi theek sae nahi soh paya,bhook lagni band hogyi hai mujhae...Sara din baas uske baare mai sochta hon,haar jagha mujhae bas wahi dekti hai
5 saal pehle bhi socha tha ki uske bina reh lunga...par kya hua?haar raat uski yadoo mai roya hun
Uska yae mujhae ignore karna kissi doosre kae sath khush rehna chubta hai mujhae...aisa lagta hai ki kissi nai mujhae zoor ka mukka maar diya hai chest par...hil nahi pata mai
Itne saal apne aap ko bolta raha ki smjhata raha ki woh meri zindagi sae chali gayi hai paar nahi ho paya mujhsae...ek mauka mila uske pass ane ka toh agya kheecha chala uske pass... kyunki aaj bhi mai usse-

I realised what i was about to say and beacame quite

Dadi -aaj bhi usse....aage ?
Chahe tu lakh chupa lae...jooth bol lae apne aap sae...par iss dil ko kya bolega 5 saal pehle bhi usse pyaar karta tha or aaj bhi karta hai

Ankit -nahi dadi...bass gusse mai pata nahi chala mai kya b raha hu...mai haat dho kar ata hu aap khana laga do

What was i going to say...there is nothing like that...then why am I reacting like this

Next day

I took a bath and left for office
I was in my own world when i collided with nikhil and spoilledhis shirt by dropping coffee on it

Ankit - sorry-

Nikhil - kaha khoya hua hai bhai...poori shirt kharab kardi

Ankit - yaar nikhil ...merko terse bohot imp baat karni hai
Idhar baith

Nikhil -hann..par mai yae saaf toh kar ayu nahi toh Nishan pad jayega

Ankit -woh baad mai kariyo...mai terko nayi shirt dila dunga...abhi idhar baith

Ankit -yaar aaj subha sae mere sath kuch ajeeb ho raha hai...

Nikhil -matlab? Kya bol raha hai tu subha subha...

Ankit -toh sun...aaj subha jaise he mai apni gadi mai betha office kae liye...merko mere passanger seat par priyanka dekhi haste huae..bohot pyari lag rahi thi, paar assal mai woh waha thi he nahi
Uske baad traffic light par ruka toh traffic police mai bhi wahi dekhi
Or abh watman uncle mai bhi wahi-
Matlab asal mai woh hoti nahi hai lekin mujhae dekhti hai lekhi jab woh assal mai hoti hai toh merko nahi dekhti ... matalab......arghhhh yae kya ho raha hai mere sath
Haar jagha bas wahi dekhi ja rahi hai
Mai pagal ho raha hunnn

Nikhil started to laugh

Ankit - meri yaha halat kharab ho rahi hai or tu idhar hass raha hai

Nikhil -sorry sorry...par terko pata hai yae kyu ho raha hai tere sath?

Ankit -nahi tabhi toh tujhsae pooch Raha hun

Nikhil - acha mujhae ek baat bata
Terko bhook lagti hai aaj kal?

Ankit - nahi..mai toh khud pareshan hu.. par tu yae kyu pooch Raha hai ?

Nikhil -merko laga he tha...or neend neend sahi ati hai

Ankit -nahii...bar tu yae kyu pooch Raha hai mujhsae

Nikhil -sabh bhul ja ...apni ankhe band kar or merko bata terko kon dekhta hai

Ankit - tu kya bakwas Karwa Raha hai mujhsae subha subha
Nikhil - terko merpe wishvas hai na ? Toh apni ankhe band kar or mujhae bata kon dikha tujhae

*Closes eyes*
*Smiles*

Nikhil - smile? Kon dekha ?

Ankit - ek khoobsurat se ladki jisne mai pehle sae janta hu...mujhae dekh kar smile kar rahi hai...her hair smoothly flowing at her back, her soft pink frock dress giving sweet girls vibes yet making her looking elegant...
Her face,lips,nose everything is soo perfect

Nikhil - priyanka...tujhae priyanka dekhi

Ankit -han tujhae kaise pata mujhae priyanka dekhi

Nikhil - mere dost... tujhae pyaar hogaya hai tu Mane Na Mane...or bohot gande wala

Ankit -nahi yaar....aise kaise hosakta hai .....

Nikhil -hosakta nahi hogaya hai

I was trying to figure out everything

Nikhil - priyanka

I turned and saw her standing with a file in her hand... looking at me with a worried expression

Priyanka - Han woh...yae file lootani thi

Nikhil - ohh .. thankyou

She kept on looking at me
Priyanka - everything fine? Tum theek ho na Ankit?

Ankit - Han..Han... everything good

I gave a soft smile to her and she left
Yae kya ho raha hai mujhae...usko dekh kar Asia kyu lagta hai ki usse seene sae laga kae rakhu

Have i really fallen for her?

***********************************

SUKOON Where stories live. Discover now