Ahmadabad
It's only been half an hour they landed in Ahmadabad but for them its like an eternity to be back where there heart is, chotti and GK were just so excited as they are back to their anupama that any one can say by only seeing them, the happiness in their face is clearly visible as how happy they are to be back, but there is a one person whose feeling can't be expressed in words and he can't even express it to the world how he is feeling, coming back to the person he loves the most, the only person for whom he can die thousand times, coming back to her is like finally he is taking a breath for life.
They were waiting for their car in the parking just then Ayesha says
Ayesha- anuj its ok main kisi bhi hotel main reh lungi koi problem nahi hai, I don't want ki mere tumhare ghar pe rehne se kissi ko koi problem ho
GK- are nahi beta aisi koi baat hai hai aur tum tho family friend ho itne saalon se kissi ko koi problem nahi hai
Anuj- exactly Ayesha you are a friend aur tum yaha nayi ho kissi ko janti nahi ho ache se aise tumhara akele hotel main rehna its not a good idea and moreover hum yaha kam se aye hai don't know kitna time lage hotel main it's not comfortable itne din
Chotti- sorry Ayesha aunty maine apse uss din rude way main baat ki na, mujhe aise baat nahi karni chaiye thi, app please ghar chalo apko pata hai hamara ghar bohat big hai apko koi problem nahi hogi sacchi
Ayesha- awww its ok baby apko sorry bolne ki jarurat nahi hai, thik hai app bolte ho tho main chalti hu thik hai and smiles
Chotti- wow papa I am so excited ghar jake main mummy se milungi wow wow wow, and does a happy dance hum kab ghar pohachenge
Anuj- smiles little and says jaldi
GK- slowly says anuj tujhe tho pata hai anu ab vaha nahi rehti hai fir tune chotti ko kyu nahi bataya aur tune ankush ko bhi mana kar diya ki kissi ko na btaye hum vapas arahe hai ab kiss chiz ka intezaar kar raha hai beta ab tho bata de anu ko ki hum vapas agaye hai use milne ka bohat maan hai
Anuj- abhi nahi GK main nahi chahta ki hamari vapas ane ki news ki vajah se anu ki life main aur koi problem ho aur vese bhi abhi hum hai yaha jab sahi waqt ayega use bata denge hum agaye hai aur chotti ko bhi ghar pohach ke samjha dunga main
Just then car arrived and they left for their home anuj knew that anu does not live there anymore through ankushJab vo india chod ke gaya tha vo nahi chahta tha ki uska past uske piche piche US tak pohache isliye usne har vo chize khud se dur kar di jo use india se jodti thi apne phone no se lekar apne ghar ka address bhi change kar diya and ankush aur barkha se bhi vo bohat kam baat karta tha onece in a blue just for work purpose as they were living in India, kyu ki anuj ke jane ke baad india ka kam ankush ne hi sambhala aur kam ke silsile main jitni baat hoti thi bus vahi hue hai inn 6 mahino main, because vo janta tha agar vo unse baat karta tho vo apne app ko nahi rok pata apni anu ke bare main jane se aur vo nahi chahta tha ki ab anu ko uski vajah se aur problem ho agar uski anu uske bina khush hai tho use aur kuch nahi chaiye, anu ki khusi uske liye sabse badh kar hai, And aise hi ek baar baat baat main ankush ne use bataya tha ki anu ab KM main nahi rehti aur vo kuch age kahe tabhi anuj ne use iss bare main baat karne se mana kar diya aur uske baad unki anu se related koi baat nahi hue.
Anuj ko laga ki ab anu bhi apne past se dur hona chati hai isliye KM chod ke chali gai aur vo khud bhi KM nahi jana chahta tha yeh ghar usne apni anu ke liye banwaya tha jaha usne apna aur anu ka chotta sa parivar socha tha lekin ab jab anu hi uss ghar main nahi hai tho uska bhi maan nahi tha ki vo vaha jaye par gk aur chotti ke liye vo maan gaya kyu ki use pata hai jitney emotions iss ghar se uske hai utne hi gk aur chotti ke bhi hai.
YOU ARE READING
Kya tumhe yaad hai
FanfictionIt's a story of broken maan who are away from each other physically but not emotionally because they know they can Survive being away from each other physically but can't survive being away from each other's heart 🔥