Anushmanav moment

996 90 85
                                    

Anubhav came out of his room, near the dinning area where all were present except Karishma.

Anubhav: ye behena kaha hai?

Maa: pata nahi kya hua hai usse. Keh rahi thi maan nahi hai.

Viyom: bhaiya maine aur Abhi bhaiya ne bhi bulane ki bohot Koshish ki par madam Blanket ke andar aise chali gaiee jaise koi kachuha apne shell mein chup jata ho.

Abhinav: Mereko toh lagta hai vo...vo kya hota hai Bhabhi?

Haseena: kya re devar?

Abhinav: vo jo kam khate hai vajan kam karne keliye

Haseena: haa... Dieting

Abhinav: haa vahich ...dekh mujhe toh lagta hai choti uspe hai.

All looked at him

All: kispe hai?

Abhinav: uspe

All: kispe?

Abhinav: dating.

Everyone understood but everyone's eyes went wide.

Viyom: k..kya bhaiya ap bhi!

Abhinav: maine kya kiya?

Nayab: Abhinav ji... Dating nahi Dieting

Abhinav: Haa vahi...ab choti pe aaye?

Anubhav: Haa Maa...Ap bhojan lagaiye hum ate hai.

Anubhav quickly moved towards Karishma's room and found her laying on the bed under the blanket.

He moved towards her and grabbed her blanket and pulled it towards. Within no time Karishma understood it was Anubhav.

Karishma: Bhaiya!! Ka kar rahe?

Anubhav: Kayde se hume iss tarha rusht ho kar so na chahiye. parnatu yaha ap rusht ho kar soiee hai? Ye kya dekh rahe hai hum?

Karishma: haa toh ka? Ap toh kabse Rusht ho kar baithe hai. Maddam sir ko tak maaf kar diya par humara ka?

Anubhav: Manya hai tumhari Bhabhi ne hume.

Karishma: honewali!

Anubhav: ho jayegi, uski chinta nahi hai. Chinta ye hai ki tum bhojan kyu grahan nahi kar rahi ho?

Karishma: ap naraz hai, toh kaise khaye?

Anubhav: Toh maniye aur khaiye.

Karishma: ap manenge?

Anubhav: kya lagta hai?

Karishma moved towards him and kept her hand on his shoulder.

Karishma: hume lagta hai Bhaiya ki... Ap ko hum man ke rahenge.

Anubhav: accha?

Karishma: haa

And she started tickling on his stomach.

Anubhav: behena? Baat manane ki huee thi gudgudi ki nahi

Karishma: par hum toh karenge... gudgudi

Anubhav laughed on her tickling and Karishma laughed at his laugh.

The whole house echoed with their laughter.
And then both layed on the bed with silence and then again started laughing.

Slowly slowly Karishma's laughing turned into crying. Anubhav looked at her and sat straight and made her sit upon the bed and hugged her tightly.

Karishma cried more.

Karishma: Bhaiya hume maaf kar dijiye.

Anubhav creased her back.

Anubhav: kar diya

Karishma: hum dubara kabhi aisa nahi karenge.

Voice: are mai dubara kabhi aisi naubat hich nahi ane dega.

Both seperated and looked at door and found Abhinav.

Abhinav: kya? Mere bina Bhai behen ka pyaar chalu hai.

Anubhav: kyu irsha ho rahi hai?

Abhinav: ab ye irsha kon hai be?

Anubhav: ooh Mahapurush, Irsha arthat Jalan.

Abhinav: apna ko kyu jalan hogi?  Choti apan se zyada pyaar karti hai.

Karishma moved towards Abhinav and encircled his arms.

Karishma: vo toh hai.

Abhinav: dekha apna jalwa...chal choti.

Karishma: chalo bhaiya.

Karishma and Abhinav left.

Anubhav: ye kya tha? Hume Mana kar chhod diya.

Anubhav pouted

__________________________________

After the Lunch all were again in the basement with Abhinav. And Anubhav told everything to Abhinav.

Anubhav: Toh ab tumhe Purna baat gyaat huee?

Abhinav: aa Palle toh pada apn ke... matalab tu apne dhande ke boss se aaj raat milna chahta hai.

Anubhav: haa...hum Jan na chahte hai ki kon hai vo asli gaddar jo Iss desh ko dhoka de raha hai.

Nayab: boliye Abhinav ji...kya ap humari Maddat karenge?

Abhinav looked at Nayab.

Abhinav: Jaan Hazir hai apke liye...

All looked at Abhinav.

Abhinav immediately looked at Anubhav.

Abhinav: Anu bhai...apke liye jaan hazir hai...hukum karo.

Abhinav gulped.

Anubhav moved towards Abhinav and hugged him.

Anubhav: hume bohot Prasannata hai Abhi ... Ki tu sudharna chahata hai.

Abhinav reciprocated.

Abhinav: tu he bola na Apne Baba ek Mahan vo kya bolte hai...haa agent the. Tu itna kabil afsar hai aur toh aur apni choti bhi ek S.I hai. Jab apan vo sab galat karta tha tab apan ko nahi malum tha ki apna ek pariwar bhi hai jo Afsaro se bhara hai. Par ab jab apan ko sab pata chal gaya hai, Apna parivar vapas mil gaya hai apn kaise uss galat raste pe jaa sakta hai? Aur sabse badi baat...

Abhinav seperated.

Abhinav: Apan ne apna pariwar kho ke paya hai, Apan fir se tum sabko khone ka risk nahi le sakta.

Anubhav smiled and cupped his face.

Anubhav: hume garv hai tujhpar. Prasannat hai ki tu humare liye sudharna chahata hai.

Abhinav: parivar Kel nahi karega toh kis ke liye karega? Accha chal bata...kya karna hoga Apan ko?

Haseena: Abhinav humne apke admiyon se kehete suna hai ki aaj apke boss aa rahe hai. Kya ap jante hai ki apke boss kon hai?

Abhinav: Haa apan janta hai?

Pushpa ji: (shouting) kon hai vo naspeeta?

Haseena : pushpa ji...relax.

Pushpa ji calmed

Abhinav: uska naam hai ...Pawan Bakshi.

Everyone's eyes went wide and all got shocked.

All: kya?

__________________________________

Precap: Bakshi discloses a shock
__________________________________

𝐊𝐲𝐮 𝐤𝐢 - 𝐓𝐮 𝐃𝐡𝐚𝐝𝐤𝐚𝐧 𝐌𝐚𝐢 𝐃𝐢𝐥 ♡♡Where stories live. Discover now