Wedding Fixed

656 87 88
                                    

Next Day,

All were gathered at the living area as Pandit ji has arrived to fix the wedding date.

Adarsh: Pandit Ji, humare suputra ke vivah ka koi accha sa mahurat bataiye, taki hum Humari Haseena Beti ko apni Bahu bhi pukar sake.

Anubhav looked at Haseena and Haseena blushed and looked down.

Nayab and Karishma kept their chin on their hands and stared at Haseena to tease her.

Nayab : Hayee... appi.

Karishma: thoda Laj aur sharam Na Shadi ke raat ke liye bhi rakh dijiye

Anubhav: Zyada nahi bol rahi ho dono?

Abhinav: kyu dat rahe ho? Dekho shadi mein gharwalon ko Dulha aur Dulhan Ko chhedna humar...janma din adhikar hai.

All became confused.

Nayab: Abhinav good try but vo janma siddh adhikar hota hai.

Abhinav: haa...haa Anu...vo janma siddh adhikar hai ap...

Nayab glared at him.

Abhinav: apna nahi....humara.

Nayab: good.

Abhinav smiled with a blush.

Maa: hmmm...chalo iss nalayk ka tension toh nahi hai mujhe, Sahi haaton mein hai

Nayab smiled while Abhinav looked at Nayab.

Billu: Are pandit ji please jaldi batiye na ki shadi kab ki hai, Billu the spy is waiting.

Anubhav: Shrimaan!!

Billu looked at Anubhav

Anubhav: kis baat ki itni ghaie ji? Koi Rajdhani pakadni hai?

Billu: na..nahi sir...m...mahurat ke hisab se tayari karni hai na, vo mai aise aa raha tha.

Anubhav: aap chinta na kare, apko humare aur Haseena ji ke vivah mein bharpur karya karne ka avsar pradan kiya jayega.

Billu's gave a horrific smile.

Pandit ji: dekhiye yajman dono ke janm tithi ke anusar, 3 mahurat samne aa rahe hai, ek toh ye ane wale somwar (Monday) ka hai ,ek agle guruwar (Thursday) ka hai aur ek 2 hafte baad ka hai.

Anubhav: ye huee na baat, Pitashree humara apse ek Anurod hai.

Adarsh: bolo

Anubhav: hum chahte hai ki vivah ka mahurat agle guruwar ka rakha jaye. Kyu ki agle guru ko ek khaas diwas hai ek atyant badi...durghatna huee thi

All became shocked

All: durghatna?

Anubhav: haa, iss dharti par bojh bad gaya tha.

Viyom: ka kehena ka chahate ho ap bhaiya? Kya hua tha uss din?

Anubhav moved towards Viyom and dramatically kept his hand on Viyom's shoulder.

Anubhav: Jijashree!!

Haseena: kya baat hai Anubhav?

Karishma: haa bhaiya ka baat ka hai? Aakhir ka hua tha uss din?

Maa: are bol na!!

Anubhav: uss din Nayab ne iss Dhara par janm liya tha aur iss Dhara ka bojh badh gaya tha.

All: kya?

Nayab frowned.

Nayab: Anubhav!! Apki toh aaj khair nahi

𝐊𝐲𝐮 𝐤𝐢 - 𝐓𝐮 𝐃𝐡𝐚𝐝𝐤𝐚𝐧 𝐌𝐚𝐢 𝐃𝐢𝐥 ♡♡Where stories live. Discover now