Chapter 5

1.8K 181 35
                                    

Next Morning,

Savi was getting ready for school while Vinayak was waiting for Mohit to come with his uniform.

'Aai aap ek baar Mohit chachu ko call karo ba... Warna to main late ho jaunga..... ' said Vinayak

'Haa ek minute...' she took her phone from table and dialed Mohit's number but before that Patralekha entered to her house...

'Mumma.... Aap mera uniform lekar aaye ho..... ' asked Veenu

'Nahi.... Veenu chalo yaha se...main tumhe lene aayi hoon....' she said

'Par Mumma agar abhi main ghar gaya to school ke liye late ho jaunga.... ' he said

'Veenu... Maine kaha na chalo... Matlab chalo.... Behes karne ki zarurat nahi hai... ' she scolded

'Patralekha  ....baccha hai wo.... Uspe chilla kyu rahi ho.... '  said Sai calmly....

'Tum mujhe mat sikhao ki mujhe mere bete se kaise baat karni hai... Mere bete se dur raho.... ' she warned

'Lagta hai tum bhul gayi ki kal kya hua tha..... Veenu mera beta......
Mere bete jaisa hai... Mera jab mann karega main Veenu se milungi or Veenu mere saath rehne bhi aayega.... ' she said caressing Veenu's cheek with a smile

'Haa Aai... Mujhe kal bhut maza aaya.... Main phir se yaha aaunga...' said Veenu....

'Kya kaha tumne.... Tum isse Aai kyu bula rahe ho.... Ye to Dr Aunty thi na.... ' asked Patralekha shockingly

'Haa par ab se main inhe Aai keh kar hi bulaunga.... ' told Vinayak

'Nahi Veenu.... Sirf main tumhari Mumma hoon or kisi ko tum Aai ya maa keh kar nahi bula sakte..... ' she said

'Kyu Mumma... Main to hamesha se hi inhe choti mumma bulana chahta tha na...  To Aai bulane mein kya problem hai.... ' asked Veenu innocently

'Veenu maine kaha na....aap isse Aai nahi bologe matlab nahi bologe..... ' she shouted

'Patralekha...... Mere bacche ke upar chillane ka anjam kya ho sakta hai tum janti ho na.... Kahi tumhari ye chaal tumpe hi ulta na pad jaye.... ' said Sai

'Mumma aap aise kyu behave kar rahi ho..... Aapko yaad nahi hai kya Aai ne hi to mujhe thik kiya hai.... ' said innocent Veenu

'Veenu..... Tumhe ek baar me baat samajh nahi aati kya.... ' she yelled and Veenu hugged Sai

'Veenu bete aap jao Savi ke room mein....main aapki mumma se baat karti hoon.... ' she said

Veenu left from there....

'Patrlekha ye kya tarika hai...  Ek chote se bacche se baat karne ki...' she angrily asked

'Veenu mera beta.... Tumne suna nahi Virat ne kya kaha tha..   Ki usse janam bhi maine diya hai... Or pala bhi maine hi hai.... Isliye tumhe uspe haq jatane ka bhi haq nahi hai.... ' she said and smirked

'Tumhare or tumhare pati ki faltu ki baaton ko main ek kaan se sun kar dusre kaan me nikal deti hoon... Or uske bolne ya na bolne se ye baat nahi badal sakti ki Veenu ki asli maa main hi hoon.... Or agar tumne mere bete ko zara si bhi pareshani di to mujhe 2 minute be nahi lagega Veenu ki custody ke liye apply karne me.....So better jo jaisa chal raha hai chalne do.... ' Sai replied

Patralekha terrified just by the thought of losing Veenu. She very well knew that if Sai took Veenu from her... Virat will automatically leave her...

'Main.... Tumhari khokhli dhamkiyo se nahi darti... ' she stammered

'Patralekha....tumne mujhe 5 saal kafi karib se observe kiya hai.... Meri dhamki kabhi khokhli nahi hoti.... ' said Sai

Patralekha called Veenu and took him with her.....

Sai packed Savi and Veenu's tiffin box and asked Savi to share it with Vinayak.

Later she dropped her to school and went to her hospital.

When at night Sai came back to house she saw Savi sitting with a sad pout...

'Kya hua meri Gudiya.... Aise muh fula kar kyu baithi ho?? ' asked Sai sitting beside her

'Dekho na Aai..... Veenu dada mera phone hi nahi utha rahe hai.... Maine subha se unse baat nahi ki hai...  ' complained Savi

'Arey bas itni si baat.... Veenu dada busy honge.... Kal baat kar lena... ' said Sai.

'Nahi Aai mujhe unhe batana hai ki kal teacher hamari oral test lengi.... ' she said

'Veenu dada ko bhi to Pata hogi na ye baat....' said Sai

'Offo Aai  ...Veenu dada ko kaise pata hogi wo to school aaye hi nahi the...  ' told Savi

'Kya.... Veenu dada school nahi aaye.... Par kyu.... Subha to wo school jaane wale the na.... ' asked Sai

'Wahi to Aai.... Par wo school hi nahi aaye or ab mera phone bhi nhi utha rahe hai.... ' said Savi

'Accha bala... Main dekhti hoon.... Aap jakar home work karo..... jao.....' said Sai and Savi went to her room....

~☆~☆~☆~☆~

Vote!!

Comment!!

I'm A Mother Where stories live. Discover now