Chapter 11

417 53 12
                                    

After sometime. In manager's cabin. Piyush, manager and person were present there. DCP, IPS, Abhishek, Siddharth and Sumedh were outside, looking at them and listening there conversation. Siddharth's camera was on, recording everything.

Person (acting worried): Sir ek bahut badi problem hui hain.
Piyush (shocked): Kya?
Person: Papers... Sir papers chuha kha gaya.
Piyush (shocked): What the hell? Bhai ye kaise ho gaya?

He asked in anger looking at manager.

Manager (frustrated): Pata nahin yaar. Mujhe khud kuch nahin samajh raha hain.
Piyush (in anger): Bhai humne Africa to papers pahucha diye hain but ship me load hote time hume original papers chaye hoge. Sign and I'd and all kaha se aayege ab? Main Abhishek ko kya boluga sign and ID proof ke liye.
Manager: Ab humari deal ka kya hoga? Samaan to load hona shuru ho gaya hain.
Person: Sir aap jaldi jaa kar sign le aao na.
Piyush: Abhishek is waqt office me hain. Yaha office jane me 2hrs lagege. Traffic mila to 3hrs bhi pakdo. Tab tak ho jayega kaam khatam.

Siddharth and Sumedh looked at each other and smirk. They looked at DCP and he nodded. They all barged in manager's cabin.

Manager: Ye kya badtameezi hain? Nikalo yaha se Chalo....
IPS: Nikalne ka time tum logo ka hain yaha se. IPS officer Sushant here. Jo drugs deal ke liye Abhishek ko phasaya jaa raha tha. Uske piche tum log ho. Inspector arrest them.

Person: Sir main innocent hoon. Maine to ye sab aap logo ki madad karne ke liye hi kiya tha. Main chalu?
Sumedh (side hugging person): Abe innocence ki dukaan. Sabse pehle tu jayega. Hum logo ko pagal samajha hain? Humne jab drugs dekh liye tab aaya bada hero banne or haan bete ki surgery Abee surgery ki aulaad teri shaadi hui hain jo beta hoga? Inspector isko bhi daalo ree...

He ordered throwing person towards constable. Constable held him and handcuffed him.

Police officers took Piyush, manager and person in their control. Abhishek was silently looking at everything not reacting.

Police officers left with criminals. DCP and IPS officer were there only for some more investigation. Abhishek went from there. He sat near water, away from all.

Abhishek (throwing stone in water): Kya zindagi ne maze liye hain mere. Saala ek ladki par crush aa gaya tha but Asal me vo ladki to thi hi nahin. Jisko sacha dost samajh kar itni madad kar raha tha vo to mera hi gaala kaatne par tha. Jiske sath bina matlab college me ladte raha vahin ladke par crush aaya. Vahin in sab musibat se mujhe bachane ki kar raha hain. Kya dumb hoon main yaar. Unko mere par trust tha isliye hi main bach gaya varna aaj main bina kuch kiye hain me hote.

Tears roll down on his cheeks. He let them fall.

After few minutes. Someone placed hand on Abhishek's shoulder. He turned to see Siddharth and Sumedh. Both came and sat his either side.

Sumedh: Tu logo ko pehchan ne me dumb jarur hain par dil ka bura nahin hain.
Siddharth: Mere par crush aaya tujhe. You can't deny main bahut hot hoon.
Sumedh: Theek hain ho jati hain kabhi kabhi galati insaan ko pehchan ne me. Par tu aaj safe hai  humare liye vahin sabse badi baat hain.
Siddharth: I agree. Or if tujhe gussa aa raha hain main ladki ban kar aaya and all to tu Sumedh ka sar phod de. Ishi ka idea tha ye.
Sumedh (shocked): Hein? Maine Abhi ke bhale ke liye diya tha.

Abhishek (light hitting Sumedh): Koi acha idea deta ye kya vahiyat idea diya.
Siddharth: Vahin to. Ye to galat hui baat
Sumedh: Leave all that. Chalo tum dono ke jagde khatam hue ho to dosti kar lo.

Siddharth (forwarding his hand): Mujhse dosti karoge?

Abhishek held his hand, pulling him in bone crashing hug.

Abhishek: Thanks bhai mujh par trust karke meri itni madad karne ke liye.
Sumedh (joining them in hug): Jaa na bee nautanki.

Finally, After years they three became friends like they were at first.

THE END

Signing off  ✍

FOUR-LEAF CLOVER (COMPLETED)Where stories live. Discover now