chapter 18

485 38 16
                                    

Chapter 18

Y/n- suniye khana ban gaya hai chaliye

No response

Y/n- suniye

Still no response

Y/n- kabir

......

Y/n- KABIRRRRR

kabir- k..kya hua

Y/n- me apko kabse bula rahi hu dhyan kaha hai apka me bhi kya puchh rahi hu gana sunte sunte kaha kho jate hai apko bhi pata nahi hota ab chaliye khana kha lijiye

Kabir- jaa raha hu jaa raha hu

Vo thoda aage jata hai fir pichhe mudke dekhta hai or bolta hai

Kabir- hehe y/n bas ek gana-

Y/n- jate ho ya radio fek ke maru

Kabir bhaag gaya y/n bhi bahar jati hai tabhi

Urmila- tumhare andar sharam naam ki koi chiz hai ya nahi apne pati ko koi naam se bulata hai

Y/n- *sigh* mausi ji aap kyu dusro ke ghar ki chinta kar rahi hai

Urmila- badtamiz bado se ese baat karte hai maa baap ne kuchh sikhaya nahi kya

Y/n- dekhiye apko jo bhi kehna ho mujhe kahiye mere maa baba ko bich me lane ki jarurat nahi

Urmila- tum-

Kabir- Y/NNN KAHA REH GAI

Y/n- ABHI AYI *look at urmila* aap mujhse badi hai umar me bhi or rishte me to aap meri kuchh nahi lagti to bura mat lagana par apko koi hak nahi banta mujhse meri maryadao ke bare me batana ya ye puchhna ki kitna kuchh me apne sath dahej me lai hu or vese bhi 1 may 1961 dahej pratha band karva di gai hai mausi ji in sab ku-prathao me kuchh nahi rakha hai dusro ke ghar me kya chal raha hai isse achha aap thodi kitabe hi padh lo *leave*

Y/n chali jati hai leaving burning urmila behind

Urmila- tumhara me esa haal karungi ke tum soch bhi nahi paogi

*time skip*
*night time*

Kabir- y/n kya hua

Y/n- kuchh nahi vo bohot dino se kamzori lag rahi hai

Kabir- tumhe batana chahiye tha na chalo doctor ke paas

Y/n- nahi nahi iski koi jarurat nahi hai aram karungi to thik ho jaungi

Kabir- y/n me keh raha hu na Doctor ke paas chalte hai

Y/n- dekhiye bas thodi si thakan hai thik ho jaungi aap so jaiye

Kabir sigh karta hai or so jata hai y/n bhi apni ankhe band karti hai but bohot time jane ke baad bhi use nind nahi ati akhir me vo so jati hai

*2 days later*

(yeah urmila mamta and rajendra abhi bhi vahi hai because yk pehle ke time pe rishtedar bohot din rukte the)

Y/n kitchen me lunch bana rahi thi bina ye notice kiye ki urmila use kabse ghur rahi hai because of course aaj tak kisi ne uski itni insult nahi ki jitni y/n ne ki hai

(according to her but ab ise kon samjhaye ye insult nahi hai inke tedhe savalo ka sidha javab hai par ye ristedaro ko kese samjhaye huh rishtedar☕ okay I'm stop)

Kabir- Y/NNN

Y/n- *sigh* AYI

Jese hi y/n bahar jati hai urmila andar ake oil ki barni leke kitchen ke door ke paas thoda niche floor par daal deti hai or apne hatho se fela deti hai taki kisiko dur se dikhai na de or bahar chali jati hai

𝑷𝒚𝒂𝒂𝒓 𝑲𝒆 𝒀𝒆 𝑺𝒊𝒍𝒔𝒊𝒍𝒆 || 𝙘𝙤𝙢𝙥𝙡𝙚𝙩𝙚Where stories live. Discover now