chapter 22

489 40 16
                                    

Chapter 22

*6 months later*

Kabir or y/n dono mumbai pohoch gaye hai at first y/n ko thodi problem hoti thi as vo sheher me nahi rahi or vaha ka mahol thoda jyada alag tha like gao me itne sare vehicles ki problem nahi hoti thi or vaha pollution bhi kam tha but yaha uske bilkul opposite hai par yaha ane se ek chiz bohot achhi hui hai gao me y/n ki koi friend nahi thi par yaha bohot sari friends ban gai hai her dressing style also changed little bit like pehle vo pura din saree pehenti thi but ab vo salvar, kurti bhi pehenti hai or bore na ho isi liye vo society ke chhote chhote baccho ko tuition bhi karati hai and kabir ka bhi kaam bohot achhe se chal raha hai

??- teacher teacher ye dekhiye mene 1to100 apne aap se likha hai

Y/n- waah piya shabash aap to bohot intelligent ho

Piya- mujhe star milega me mummy ko dikhaungi

Y/n- bilkul

Y/n piya ki note me star bana deti hai jisse piya bohot khush hoti hai

Y/n- chalo baccho 6 baj chuke hai apni apni chize pack karlo

Sabhi bacche apna apna saman pack karte hai or y/n ko by by bolke chale jate hai

*time skip*

Y/n- *walking back and forth* ye abhi tak kyu nahi aye

*ding dong*

Y/n jaldi se darvaja kholti hai or thaka hua kabir andar ata hai y/n kitchen se paani lati hai or kabir ko deti hai

Y/n- apko itni der kyu lag gai

Kabir- sorry vo kaam bohot tha to late ho gaya

Y/n- suniye

Kabir- hmm

Y/n kabir ke baju me bethti hai

Y/n- aap please kuchh din ki chhutti le lijiye

Kabir- me nahi le sakta bohot kaam hai

Y/n- apne apni shakal dekhi hai

Kabir- kyu kya hua mera shakal ko

Y/n- apki shakal pichke hue tamatar jesi ho gai hai

Kabir- pichke- y/n are you serious

Y/n- I'm serious pehle apki shakal mast laal laal tamatar jesi thi par ab aap pichak gaye hai

Kabir- tum-

Y/n- achha vo sab chhodiye chalo khana kha lo

Kabir- tumne khana khaya

Y/n- nahi ab aap isse pehle puchho me bata deti hu mujhe akele khana pasand nahi

Kabir sighed and dono khana khake so jate hai

*some days later*

Y/n- done *smile*

*ding dong*

Y/n- lagta hai ye aa gaye

Y/n hall ki saari lights off kar deti hai

*on other side*

Kabir- y/n darvaja kyu nahi khol rahi ajeeb hai

Kabir apne bag mese key nikalta hai yeah uske paas ghar ki key hai but hamesha y/n bell bajne par door kholti hai isi liye use key use karne ki jarurat hi nahi padi

Vo andar ata hai par saari lights off thi sirf candles ki roshni aa rahi thi suddenly use jhanjhar ki avaz ati hai vo samne dekhta hai or bas dekhta hi reh jata hai because there

𝑷𝒚𝒂𝒂𝒓 𝑲𝒆 𝒀𝒆 𝑺𝒊𝒍𝒔𝒊𝒍𝒆 || 𝙘𝙤𝙢𝙥𝙡𝙚𝙩𝙚Where stories live. Discover now