Whole goenka family and Singhania family reached hospital
Kartik is sitting in the bench looking lost and broken
Naksh yash anmol nishant console the elders
Akshara move towards naitik
A: meri bachi naitik pls use bole ne uthne ke liye pls mujhse nahi dekha ja raha use aise
Gayu ; mami shaant ho Jaye pls naira uthegi to vo bohot gussa hogi aapko pls shaant ho Jaye
Swarna move towards broken kartik
S: kartik
K: maa humse bohot bada gunah hua hain ma meri naira shubham ko bacha rahi thi ma use uske drugs ke baare mein mere birthday ke din pata chala tha ma vo uska treatment kar Rahi thi par kabir ne use overdose de diya aur vo chala gaya
Swarna stand shocked she has failed her daughter ,she will become saas to her naira not mother
Akshara is numb ,her naira her little doll is lying lifeless
Mansi: ab rokar kya faida taiji Bhai aap dono ne trust nahi kiya naira bhabhi par aur aaj sachai jab kabir ne bataya toh turant Maan liya ,kyu naira bhabhi trust ke kaabil nahi hain are unhone apni Jaan tak de di is family ko ek rakhne ke liye
Saying this she started crying bitterly
Anmol hug mansi consoling her
A: shh mansi bacha shaant di sabse jyada pyaar apse karti you know that pls don't cry pls shaant
Listening to mansi everyone become shocked and most shocked is goenka s
After sometime doctor came outside
D: see maine miss Singhania ko treat kar diya hain unke bruises ko ,unki injured wrist ko she is unconscious for sometime rest aap unhe ghar le ja sakte Hain after sometime .
Akshara sat with the thud
Keerti go and hug her she broke down in her embrace
Naitik is console by naksh
Yash nishant ranveer vivaan console the rest of the family
Kartik started moving backwards and he left the hospital
Whole family worried for him and naira
Swarna move towards akshara
She folded her hands
S: jaanti hoon maafi ke kabil nahi hun par pls mujhe maaf kar do akshara maine jo tumse vaada kiya tha vo pura nahi kar paaye pls forgive me
She broke down in the floor
Akshara with steady steps
A: swarna pls
S: nahi sab meri galti hain main apno bacho ko nahi sambhal paaye ek humesha ke liye chala gaya aur ek ko jite ji maa diya uski uske jeene ki vajah cheen kar
Akshara hug her tightly
A: shh shant hume hi sambhalana hain unhe
Naira uthegi toh kartik ke baare mein puchegi vo yeh trauma nahi jhel sakti hain use panick attacks aane lage hain
Once again swarna feel guilty
S: Haan hume apne kartik naira phir se unke kaira lautana hoga
Both mothers clasped their hand together
Manish naitik naksh vivaan left to see kartik
Kartik sitting in the bench broken
He is crying bitterly hugging his naira photo
K: pls mujhe maaf kar do na naira pls apne gadhe mendak ko maaf kar do pls i beg you bacha pls Main nahi reh sakta tumhare bina pls he fall from bench and started crying bitterly
This scene is seen by his fathers
Precap 🤐🤐🤐