Scene starts from kartik is numb remembering his and naira journey ,their wedding,their love , togetherness
His tears flows
K: naira meri naira mujhe bhul chuki hain use kuch bhi yaad nahi hain kyu krishna ji meri jaan apne kartik ko bhul chuki hain
Abir: bhai calm down bhabhi theek ho jayengi pls calm down
Kartik while crying: abir meri naira kyu abir maine use khud se door Kiya taaki maa use blame na kare par Aaj wahi anjaan hain mujhse mujhe kuch samajh nahi aa raha hain abir main kya Karu
Mishti : yeh lijiye naira di ka begunahi ka saboot aap logo ne di par blame lagaya tha na shubham ke drug addiction ka kyu mrs swarna goenka
S: main tumhari di ki saas hun
M: galat bol rahi aap sauteli saas hain
S: mishti
M: chilaya mat main naira di nahi hun jo sab kuch apne upar tolerate karoongi
Mansi attach Karo yeh pendrive
It's showing naira and Dr batra conversation and shubham plead to naira not to tell anyone
M: Haan toh ab bataye kaha galti thi meri di
M: main batati unki galti thi is selfish family mein Jana
Aur humari sabse badi galti thi mr goenka aur di shaadi karana
K: mishti
M: kya mishti
Aap mere bff nahi ho mere bff meri di par trust karte the yaad kare vo time jab di ne apko sacrifice kiya tha gayu di ke liye aapne di ko samza tha par jab se aapko apni family mili hain aur vo bhi meri di ki vajah se tab se unhe apne paraya ka diya hain
M: i am warning you Mr goenka meri di ke aas pas bhi mat dikhana mujhe
M: abir apne Bhai ko samjha Dena varna unhe mishti Singhania chodegi nahi get that in your mind
M: sirf aap logo ki vajah se meri princess se uski maa cheeni hain i will not tolerate it
K: numbly: princess maa
M: ji Haan naira di pregnant thi par vo coma mein thi isliye saare supplements unhe liquid ke through milte the jaise baby grow Kiya di ki surgery Hui aur humari princess humare paas hain
K: kaha hain meri beti
M: she cried
K: mishti main kuch puch Raha hoon
M: kuhu kunal ke paas hain kuhu ki care mein hain
Whole goenka singhania family stand shocked except for naitik mishti
A: naitik yeh jhoot kyu bola aapne
N: Akshara
A; nahi mujhe jawab chahiye meri beti ki beti hain aur mujhe pata nahi hain infact kisi ko nahi pata hai
N: naira us condition mein nahi thi ki doll ka khayal rakh sake
Mishti uski care karti thi aur kabhi kuhu
Naira ki health abhi down thi isliye kuhu ke pas hain vo
Akshara: aise sambhala hain apne naira ko humari doll ko
N: main toot chuka hoon akshara naira bhool chuki hain kartik ko goenka ko vo doll ko kaise yaad rakhti maine doll ko princess se door nahi rakha hain
Vo uske pass aati thi tabhi toh usne Aaj apni mumma ko theek Kiya hain
Goenka is not knowing what to do
Kartik just sat with the thud
And cried
He is culprit of his naira and his princess
He cried
S: don't cry kartik hum apni bachi vaapas lenge
K: door rahiye mujhse sirf aapki vajah se main apni naira se door raha sirf aapki vajah se meri bachi apne mumma papa se nahi mil payi
S: kartik main tumhari maa hoon
K: nahi meri ma ka naam saumya goenka hain
K: door ho jaye meri nazaro se i am warning you mrs swarna goenka
Apki Mamta ki kimat maine apko 2 saal pehle hi de di thi apni naira se door hokar apni princess se door hokar ab bas
No one from goenka family support her she left from there
Kartik: he fall on naitik legs
K: papa pls bataiye na meri princess kaha hain mujhe milna na use ek baar dekhna hain pls papa
Manish: beta shant ho jao pls kartik hum vaapas laayenge humari naira ko humari doll pls beta pls calm down
Mishti too sat on his level
And look at him with teary eyed
M: bff aapko apni beti se milna hain
Kartik: he nodded like a child
Tum mujhe milogi
Mishti: she nodded with teary eyes
M: main itni buri nahi hun ki ek beti ko uske papa se door rakhu
M: aap mujhe promise kare ki aap princess ko sambhalenge
Kartik: mishti thank you so much like this i will repent for my mistake by taking care of my princess
Akshara: kartik
K: mumma mat maaf kare mujhe aur papa saza dijiye mujhe maine jitna apki beti ko rulaya hain aaj samajh Raha hoon ek baap ka dard Jab meri khud ki beti mujhse door hain
Voice: door hain nahi door thi aur vo aapke paas aayi hain
Kuhu: jiju
Milenge nahi apni princess se
M: meri Kiara mera bacha maasi is sorry bacha main apki mumma ko vaapas nahi de sakti par i promise you i will give you back your mumma
Kartik took his little jaan in his hands
Whole goenka singhania family eager to took their princess
Suddenly she cried
As soon as naira heard her cried she woke up from sleep
She moved out
N; yeh bachi kaun hain
K: yeh bff ki beti hain
N: sach bohot pyari hain
N: kya main le sakti hun ise pls
K: he nodded
N: aww bacha aap bohot pyaare hon meri jaan aww aap has rahe hon
Naira took her and played with her
She felt unknown connection with her
She gave her back to kartik
Kartik took her and adored his princess with longing eyesKiara kartik goenka