Daya: Usne meri aankho mein dekhke kahi hain ye baat..
Abhi : To ismein problem kya hain?
Daya: Abhijeet tum aise maat bano jaise tum kuch jante nahi ho.
Abhi : Main sab janta hu, jaana to tum hain.
Daya : Boss... baat
Abhi : Daya, samjhna tujhe hain aur faisla bhi tujhe hi karna hain to ek baar sochle. Aur ye maat soch ki main kya kahunga, ACP sir kya kahenge ya koi aur kya kahega balki ye soch ki tera dil kya kehta hain? Please.
Abhijeet left without hearing anything meanwhile daya sat on sofa like a life less body.
Daya: (thinking taking a sigh leaning back his head on sofa headrest) Aaj tak CID mein maine kayi muskilo ka samna kiya lekin samjh nahi aara ki iss muskil ka kaise samna karu? Sach kahu to isse muskil kehna sahi nahi hoga.(Daya recollecs shreya & Abhijeet words)Abhijeet ne kaha ki main samjhu ki mera dil kya kehta hain?
He remebers the incident happened 2 days ago on bureau terrace.
Shreya : Haa janti hu aap mujhse kuch 6-7 bade hain to kya hua sir? (Softly before daya could say anything) mujhe aapke saath time spend karna acha lagta hain, aapke saath baat karna aapki smile sab acha lagta hain daya sir.
Daya:Shreya(turning away)dekho, maine shaadi nahi ki iss baat ka tumse koi matlabh nahi hain.
Shreya: (walking beside him)Sir, main aapse ye baat puch bhi nahi rahi hu main bas ye keh rahi hu ki mujhe aap bohut lagte ho aur kuch dino se meri feelings aapke liye badal rahi hain.
Daya :(worried)Shreya bas, tum ye janti bhi nahi ki meri life mein kya hua hain kya dekha hain maine?
Shreya:Sir, jo bhi hua hain wo aapka past tha aur main aapka aane wala kal bana chati hu to ismein problem kya hain?
Daya: (jerking his head & shouting loudly) problem ye hain ki main tumse bada hu aur meri life mein shaadi pyaar pasand inn sabke liye koi jagha nahi hain. (shreya was staring him, he calm himself)dekho sherya main janta hu ki tum bohut achi ladki ho aur tum jiske saath hogi wo bohut khush rahega lekin..
Shreya:(interpeting) lekin kya sir?
Daya : Lekin ye ki hamari shaadi,hum saath ye sab nahi ho skata to tum apne dimag se ye baatein nikal do.
Shreya: daya sir, aap meri aankho mein aankeh dalke ek baar keh dijiye ki aap mujhe pasand nahi karte ya mujhe pyaar nahi main aapse kabhi iss baremein baat nahi karungi.. (he look into her deep innocent eyes)
Daya :(thinking)Kaise kahu shreya? (jerking his head) Shreya dekho..
YOU ARE READING
Dareya - Love Aaj Kal (Completed)
FanficThis is series will contain very short stories revolving around of course our favorite Dareya for 10 years Celebration for each day starting from April 6 until April 19 2023 10 Years Celebration Drabbles' s Dareya